ASSALAM O ALAIKUM
Dosto aik profational trader ke liye zarore hay ke woh aapne trade ko profatable banane ke sath trading ko secure bhe banana chahye take co fidence ke sath kam kya jai dosto aab hum jis mozu par bat karainge woh bhe is he hawale se bohat he aaham hay to ayye dakhte hain ke hum aapne trade ko mahfooz kis tarah se bana sakte hain
STOP LOSS KYA HOTA HAY
Stop loss basically aik eisi limit hoti hai, jis main aap ki trade aik specific loss per automatically close ho jati hai. Ya stop loss ki value and limit aapki requirements kay mutabiq hoti hain
TAPE PROFIT KYA HOTA HAY
Take profit basically aik eisi limit hoti hai, jismein aap ki trade aik certain profit pay automatically close ho jati hai. For example jab aap apni trade per 20 usd ka TP set krty hain, tu aap ki trade 20 dollers profit per close ho jye ge. Isko aap take profit ki limit khety hain
TAKE PROFIT OR STOP LOSS KE AHMYAT
Dear members Forex Trading Market mein SL and TP ki bahut importance hoti hai. Kunk jab tk aap stop loss aur take profit ki limit apni trade per apply nahin krty hain, tu aap ko hamesha bahut jyada problem ho sakhti hain. Is liye aapko khabi bhi SL and TP ki limit ko ignore nahin krna
NOTE
Dosto aik bat jo bohat he zayada ahmyat ke hamil hay woh yah hay ke trading ke doran stop loss hamasha risk reward ratio ke mutabik 2% ke hisab se hona chahhe or take profit 3% hona chahye tab he aap forex se bahtar munafa hasil kar sakte hain