Trends and Currency trading kiya hoti hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trends and Currency trading kiya hoti hain
    Trend Trading Kiya hoti han.

    Prices ki Kisy semaat main harkat ko trend kahta hain price humesha baye sy daaye chalti han.Prices 3 suraato main chalti hai.

    Trend Uper ko han.

    Trend Necha ko han

    Trend Side ko han



    Kon Se currency Pair trading karna chahiye.

    Market K hajoom or tezi ki munasbaat sy majoo for example” EUR/USD,GBP/USD,USD/JPY,USD/CHF ki trading Better rahti han Q k inn k Spreads yaani currency Ki Prices haredoo or forhaat main farak kam hota hai.Aap cross currencies for example GBP/JPY,EUR/JPY etc ki trading be kar sakta hain magar inn k spreads zyada hota han.

    New York Session:


    12 Yeh 1 bjye dhoopar London Par New York Session Start hota han.iss Session Main pip ki aost movement yoh hoti han.




    New York Session main chand batye Qabila zikaar han.

    1-Pehle Chand Hour main london Session K saat Over lepagin Ki waja Sy market main tezi zada hoti hain.


    2- Start k chand hours main aksar aham nawaiyaat ki khabar Rals hoti han joh markets par asar andaz hota hai
    3- jumma k din dupaar k waqt market ki sust honi start ho jatye han Q k election or london Market main pehle Hi band ho chuki hoti han.



    Hum log inn cheezon ka khayal kar k iss market main achi trading kar sakta hain or iss main aik bhot he achi earning kar sakta hain humain iss main market ki movements ko acha sy samj lana chaiye tabhi hum iss main aik acha traders ki hasiyaat sy kam kar sakta hain.

اب آن لائن

Working...
X