Analysis In Fx

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis In Fx
    Dosto umeed hay ke aap kharyat se honge or posting or trading karte hoe aapne trading exprience ko barah rahe honge dosto hamara aj ka mozu bhe aik knowleg full he hay jis main hum analysis ke types yani is bat ka tazkara larainge ke analysis kitne tarah ke ho sakte hain
    Click image for larger version

Name:	R.png
Views:	2
Size:	861.7 کلوبائٹ
ID:	12512879
    Forex Main Analysis Ke Types

    Friends trading main munafa bakhsh trading orr market ke movemint ko understand karne ke liye jin analysis ka use kya jata hay

    1Technical Analysis
    2 Sentimental Analysis
    3 Fundamental

    Friends in tenon types ke analysis ko hamain detail ke sath  samajhna chahye take ache se hamain analysis ke bare main knowledge ho jai or market se acha benifet hasil kya ja sake

    Technical Analysis

    Friends trading main jis analysis ko bashtar trader use karte hain usko technical use karte hain jos ko chart main muktalof tarah ke line ke zarye price ke high or lows ke sath mansob karke aik kargar andaza akhaz lya jata hay

    Sentiment Analysis

    Friends forex trading mai sentimental analysis zyada tr expert traders use krty hen. Sentimental analysis ko bohot zyada faidy hoty hen. Is mai hum ye smjhny ki koshish krty hen. ke dosry traders ki market k bary mai keya ray rakhty hen

    Fundamentals Analysis

    different news ko jb hum follow krty hen. or in newes ke mutabik trade krty hen to isy fundamental analysis Kaha jata hai Fundamental analysis k leye market mai different economic factors ko dekha jata hai. Is k sath sath market ki current position or previous news ko bi follow keya jata hay ayse zaray jin se fundamentals analysis kya jata hay jaisa ke
    (Economic Condition
    (Industrial Analysis
    (Future profibility
    (Gross Domestic product)

    Dosto yah ayse zaray hain jin par tahqiq ke zarye fundamental analysis ko point kya jata hay

اب آن لائن

Working...
X