What is position trading
Friends position trading aik common trading strategy ha jis ma traders long time period k liay market ma aik specific position hold kartay hain jo weeks aur months par mushtamil ho sakti hain, position traders short term price moments ko ignore karte hain aur long term trends moment sa faida hasil karne ki koshish karte hain, aisay traders technical or fundamental analysis ko use kartay hain aur tb market ki price moments ko predict kartay hain,
Identify Breakouts.
Position trading k liay breakouts bahot useful hotay hain kyun ky in k zariay market ki next major moments ka pata chalta ha aur trend k starting ma position hold karnay ka best chance mil jata ha, position trading ma long term charts use kiya jatay hain jin sa hm market ki direction ko predict kar patay hain, position trading k liay fundamental factors bht ahmiyat rakhtay hain q k in sa hm country ki economy par kisi data, news ya event k effects ko point out kar saktay hain aur us k mutabik future outlooks set kar patay hain jis sa position trading ma hmain entry aur exit points k liay acha guidance mil sakti ha,
Knowledge and experience.
Trading k liay koi b strategy apply karnay say pehlay hamain apna knowledge Hasil karna chahiye ta k hm market ki situation ko samajh sakain aur achi trading kar sakain, position trading sa hmain trade adjustment karnay ka b moka milta ha aur agr market koi unexpected moment b karti ha to hum apne account ko manage kar saktay hain, position trading ma traders ko daily ki moments sa koi fark nahi parta bl sirf long moments effect karti hain.
Importance of Position trading.
Position trading ma trader trend ko find kar k trade ma enter hoty hain. Jo trader trend ko find karny ma kamyab ho jaty hain wo profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Trader market ma buy ki trade ko open karty hain or tb tak wo es trade ko carry karty hain jb tak market apni peak ko touch nahi kar leti. Es he tarha market jb sell k trend ma chal parti hai to trader sell ki trade ko open kar lete hain or wo tb tak sell ki trade ma in rehte hain jab tak market lowest price ko touch nahi kar jati.