What is the Importance of " Tripple top " chart pattern in forex trading...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the Importance of " Tripple top " chart pattern in forex trading...?
    Tripple Top Chart Pattern:
    Tripple Top Chart Pattern man market price three same hight ki peaks banati ha aur uska bad market price long down fall man jati ha Is pattern man buyer three time market price ko oper le jana ki koshish kerta han lakin hold nahe ker pata aur sellers price nicha le atta ha. Buyers k three attempts kerna k bad sellers completely market ko apni direction man move kerwata ha ye pattern hamasha long bullish trend k bad banna to zayada effective hota hai.


    Identification of Tripple top chart pattern in forex trading:

    Tripple top chart pattern main long buyer bullish trend k bad weaweak ho jata hai .or wo market price 3 types upupr le jata hai . Lelin weak honr kki waja sy hold hi kr pata .jb third time seller niche ata hai to price long fall krti hai . Is pattern me teeno top same level sy start hote hain .agr 3 top ko el trend lines sy jorjora jaye to ye Neckline kehlta hai . Jo is pattern py trading k liye bhut zroori hai .

    How triple top pattern works:

    triple top pattern us waqt hota hai jab kisi asset ki price takriban ek hi price ke level per three peaks bnati han. peaks ka area resistance hota ha. peaks ky drmian pulbacks ko swing lows kehty han. Third peaks ky bd agar price swing lows se niche aati hai to baton ko mukammal samjha jata hai aur consecutive three peaks triple topco Head and shoulder ke patton ki tarah banati hai aur med wali peaks bhe onchi hony ky bjahy dusri peaks ky barabr hoti ha aur is ka pattern bhi double top pattern ki tarah hota hai.

    Trading with Tripple Top Chart Pattern:

    Tripple Top Chart Pattern per trading knliye trader ""Neckline"" k Breakout ka wait kerta ha. Jab price neckline sa nicha candle ka close deti han to is sa breakout ki confirmation ho jati ha lakin is per trader ko trade active nahe kerni chaheye q k breakout per trade ki confirmation nahe hoti ha. Is liye trader jab price neckline ko re-test kerna ka liye ae to retest kerna k bad trader ko ""Sell ki Trade"" active kerni chaheye Stoploss ko is pattern ki last top sa six pips oper place karen aur Take Profit ko Top aur neckline k dermiyan distance k baraber nicha place karen Tripple Top Chart Pattern ki mazeed confimation k liye iska sath technical indicator ka use kia ja sakta ha Is pattern k sath ager trader Relatve Strength Index Indicator ko use ker raha ha to is pattern ki third peak banna k doran jab price oper ja rahe ho to RSI line nicha ki taraf move ho rahe ho Ye is pattern per trade ki confirmation hai.

    Importace of triple top pattern:

    technically, triple top pattern hamen yah dikhta hai ki price beaks ke area mein enter hone se unable hoti hai iska matlab yah hai ki bahut si attempt ke bad asset is price ki limit mein bahut se trader ko talash karne se unable hai.
    jaise jaise price fall hoti hai yah in tamam trader per pressure dalta hai jinhone pattern ke dauran sell ki entry li the agar price resistance se upar nahi increase ho sakti to is per fayde ki gunjaish hoti hai Koi pattern har waqt Kam nahin kar sakta kabhi kabhi ek triple top bn kr complete ho jata ha.

اب آن لائن

Working...
X