Dear friends, ye indicator Sherman aur Marian Mcclellan nay discover kia tha, ye indicator commodities aur mukhtalif pairs kay data ko collect karta hay aur un ki advance ya decline moments sa sentiments ko janchta hay,
Working features of McClellan Oscillator:
ye indicator chart par zero line kay around oscillate karta hay, jab is ki value zero line sa above hoti hay to ye bullish sentiments ki information daita hay, is situation main buyers ka control sellers say ziada hota hay, lihaza yahan best buying oppertunity milti hay, isi tarah jab oscillator ki value zero say below ati hay to to sellers ka control zahir hota hay aur yahan best selling oppertunities milti hain, zero line aik horizontal reference line hoti hay, is kay ilawa oscillator line zero sa above aur below continue oscilate karti rehti hay
Calculation and formula of Mcclellan Oscillator:
ye oscillator pairs aur stock ki advance ya decline moment ko calculate karnay kay liay 19 aur 39 periods exponential moving average ko use karta hay, idar advance sa murad pair ki previous day ki closing price sa above closing hay aur decline sa murad previous day ki closing sa low closing hay, is kay liay ye formula use kia jata hay
Mcclellan oscilator = (EMA 19 Periods of advances - declines) - (EMA of 39 periods of advances - declines)
Trading strategy using this oscillator:
is indicator kay sath support aur resistance kay tools ko use kar trade karni chaiay, is main traders ko buy ki trade place karnay kay liay oscillator ka zero line ko negative sa positive ki taraf cross karnay ka wait karna chaiay, isi tarah sell ki trades kay liay oscillator ka zero line ko positive sa negative ki taraf cross karnay ka wait karain, is main divergence say trends reversal kay signals ko bhi detect kia ja sakta hay,