The Best Indicators That Represent Trend
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    The Best Indicators That Represent Trend
    Point Of View

    kesi bhe trader kay ley forex trading kay sahe tool ka or power ka sahi idea hona zaroorey hota hey bad kesmate say es masllay ka wahaid or haqeeqe hal ghaib hey market kay bohut say shoraka mokhtalaf owkat mein trade kartay hein es wajah say masool honay wallay sinals ko shakhse tor par samjha jata heytrend indicator kay signals price movement ke semat ke darja bande kartay hein es ke power ka taoyon kartay hein es masslay ka hal investor ko market mein barwakt entry karnay kay or acha profit hasell karnay ka moka dayta hey

    Technical Tnalysis

    forex market technical analysis es ke tehqeq kay mokhtalaif tareekay kay tor par estamal karta hey jes mein asserts ke prices or en ke movement ka andaza lagana mumken hey es tarah actions ka sahe amal jo trader ko barwakt sahe faisla karnay or monafa hasell karnay mein madad dayta hey

    (MACD) Moving Average Convergence Divergence

    moving average e convergence or divergence kat tarekay kar say trend ko indicate kea jata hey yeh aik oscillator indicator bhe hey jo asserts chart kay nechay wakay hota hey or aik chotay or baray wakt ke taize say chalnay wale average kay darmeyan farq dekhata hey pehlay say tay chodah tor par en kay period 12 or 26 hein taiz raftar harkat aik short period ko dekhate hey slow raftar or es kay barakas taiz raftar hote hey
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	8
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12511027


    (RSI)Relative Strength Index

    relative strength index indicator Ke zarye market ke trend ke reverse hone ka signal overbought orr oversold ka estate hain

    Overbought Or Oversold Level

    Friends rsi main overbought or oversold market ke situation ko identifiy karne leiye jin standerd levels ko use kiya gaya hay woh hain overbought ke loye 70 point orr oversold ke liye 30 hota hay jab bhe market main price 70 ke uper chala jaie to market ke overbought ho sakte hay or trend chamge ho sakta hay ishe tarah jab price 30 ppint ke neche aajai to oversold hone ke chances hote hain
    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	13
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12511028
    Dosto umeed hay ke aap ko in 2 importent indicatprs ke bare main ache se samajh agai hoge
    Shukarya

اب آن لائن

Working...
X