What are the basic candlestick patterns in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What are the basic candlestick patterns in forex trading
    What are the basic candlestick patterns
    Zada tyra jab bbe ham log forex par trading kar raha hota ha to ham logo ka samna bhot ari shakal ayti ha jis se hma logo next market price ka andaza lagaya hai is ko ham log candlestick patterns bolta hai
    1. Spinning tool
    2. Marubozu
    3. Doji
    4. Hammer and hanging man
    5. Shooting star and inverted hammer
    6. Engulf candle
    7. Tweezer bottom and tweezer top

    Spinning tool
    Jab time frame ma price open hoti hai to iska neechay jaya kar thoda close ho jati hai jis ki real bodies choti hoti ha aur shadow bari hoti ha
    Agr spinning top resistances par hoto price ka neechay jana ka chances zada hota ha aur jab suport par ho to market ka upr jana ka chances zada hota ha
    Marubozu
    is ma candle without shadow hoti hai aur ya market ka upr ya neechay jaya gi
    Doji
    Isma open aur close values same hi hoti hai aur shadow nai hota ha
    Hammer and hanging man
    Is candle ma real bodies choti ya na hona ka bar bar hoti ha agr is ma pin bar support par ho to hammer khelti hai aur price upr ko jati ha ya resistances par ho to hanging man khelti hai yaha price neechay ko muti ha
    Shooting star and inverted hammer
    In ma pin bar ulti hoti ha waha yaha shooting star and inverted hammer ma hoti ha ]
    Engulf candle
    Candle size ha yeh jo neechay aya raha ya upr jaya rahi ha is ka akir ma agr choti yabari candles ho jo pehali ya agli candle ko muqammal core karya is ko engulf candle kahta ha
    Tweezer bottom and tweezer top
    Ya support and resistances par bana wali ik hi size ki 2 candles hotiu hai tweezer wohi kam karti ha jo pin bar karti hai


اب آن لائن

Working...
X