What is Hook Reversal Pattren..?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Hook Reversal Pattren..?
    Introduction Of Hook Reversal

    To dosto ye bat to ap ka zahen man ha na ka koi bhe pattern h o ye hamare lye kitna ahim hota ha ab ham hook reversal pattern ka ko dekh rahy ha to ye bhe ahim ha ye 2 cadle ko madad sa banta ha bahut he simple hota ha or is ki banawat kuch is tarah sa ha ka pheli candle jo banti ha dosri candle ko cross nhe karti usi ka andar banti ha to is ki conformation ka bad he ap na entry leni hoti ha to ab ham is ki example dekh lety han taky ap ko is ki achy sa samjh a jaye..


    Click image for larger version

Name:	hook-reversal.jpg
Views:	9
Size:	42.0 کلوبائٹ
ID:	12510903

    Hook reversals are short-term candlestick patterns that predict a reversal in the trend's direction. The pattern occurs when a candlestick has a higher low and a lower high than the previous session's candlestick.

    Confirmation Of Hook Reversal Pattern

    Dear member pattern ko samjh to zarori hota ha is ki banawat ko smajhna lakin is main khas bat ye ha ka jab bhe koi pattren milta ha to is ki conformation bhe hoti ha to jab conform hota ha tb he ha entry lety han ab bat ho rahi ha hook reversal pattren ki to jab is ki madad sa ap na arket ko dekhna ha top is main ap na conformation ko phely dekhna ha yani ka pattren billkull perfect ho agar ap na is main koi mistake ki to ap ko loss ho skta ha

    Trade With Hook Reversal Pattern

    To dosto ap na hook reversal pattern ko ap na achy sa samjh liya ha ab bat e ha ka is ki madad sa market main trade kasy karni ha to ye bahut he aasan ha ap ko reshan hony ki zaroorat nhe ha agar ap bulish ka pattren find karty han to ap na mbuy ki taraf jmna ha or agar ap bearish pattern chart par find karty han to ap na sell ki entry leni hoti ha to ye ap ka bahut assan ho ga ka ap strong entry le ka is market sa acha profit hasil karen

    Click image for larger version

Name:	e361822205fba7a3a99da09d4635a086.gif
Views:	3
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12510904
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Hook Reversal Pattren..?

    Introduction of Hook reversal pattern.
    Hook reversal pattern two candlestick per mushtamil hota hai. Isko analyse karna bahut asan hay, is mein sab se pahle is downtrend aur uptrend ki progress mein hona bahut zaruri hai, dusre number per pettren per mushtamil hona zaruri hai aur teesra second candle ka first candle ke ke andar he rahna zaroori hay, next second candle k higher low aur lower high hona chahiye aur ye market trend kay color ko red yani down trend ko green yani up trend me tabdil kar deta hai. Is me dono candle kay size me ziada fraq ni hota, ya ye green yani uptrend ko red yani downtrend main tabdeel ker deta hay.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220302-145119_1.jpg
Views:	1
Size:	97.0 کلوبائٹ
ID:	12374665

    More explanation of Hook reversal pattern.
    Ji dosto,*Hook*Reversal*Pattern ki two types ko bullish*reversal air bearish reversal*pattern say jantay hain. Ye Pattern hamen down trend k buttom par support level par milta hai. Is pattern k bad market price upward move krti hai. Is pattern ki pehli candle bearish hoti hai. Jo keh real body ki red colour ki candle hoti hai. Jis kay upside or down side wicks hoti hain. Is pattern ki dosri candle bullish hoti hai jo open or close point donu he first candle k andr hoti hai yani kam momentum show karti hay. Is candle kay up or down donu he first candle kay andr hoti hain. Jab keh ager bearish reversal ki bat karain to bullish*hook*reversal*ki trha he kam krta hai. akin donu main faraq ye hota ha bullish hamen market ma buy ki trafe ki entry krwata ha aur ye b two candle sy mil kr bnta hai. Jab keh first candle bullish aur dosri candle bearish hoti hai. Aur yahan second candle yani bearish ka open or close dono points first candle kay andr he hota hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220302-145102_1.jpg
Views:	1
Size:	82.1 کلوبائٹ
ID:	12374666

    Trading strategy.
    Bearish*hook*reversals up trend ke sab se oopar is waqt hota hai jab doosri candle ka khula hissa pehli candle ki high price ke qareeb hota hai aur doosri candle ka band pehli candle ke nichale hissay ke qareeb hota hai. Yani bear ke dobarah control haasil karne aur session kay douran qeemat taizi se neechay bhejnay se pehlay he market ka control buyers kay hathon mein hota hai. Bullish hook*reversal*down trend ke neechay occur hota hai, jab doosri candle ka open pehli candle ke lower side ke qareeb aur is ka close pehli candle ki up price kay qareeb hota hai. Yani bulls ke control haasil karne aur session ke douran qeemat taizi se ziyada bhejnay se pehlay bears kay control main market ho jati hay. Is tarah hamain market ki understanding karty huye he trading karni chahiye.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220302-145147_1.jpg
Views:	1
Size:	78.0 کلوبائٹ
ID:	12374667

    اب آن لائن

    Working...
    X