Aslam o alaikum,
Dear Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear friends Forex trading market main aapko multiple type ki trading opportunity available ho sakhti Hain. Is main successful trading krny liye aapko multiple strategies istemal ki ja sakhti hain۔ Aaj main apni post main Swing Trading ki kuch information share krny ja rahi hun۔
Swing Trading
Forex market main jab aap market ki movement ko dekhty Hain or iski peechan krny Kay liye isko observation krty hain، tu ismain aapko 2 different types Kay swing mil sakhty hain۔ No doubt swing per jab aap aik trade part hain، tu aap ko maximum advantage mil sakhty hain۔
Division of Swing
Jab aap swing Trading ki study krty hain، tu aap iski 2 different types main classified Kar sakhty hain۔ Isko aap Swing high and Swing low main convert Kar sakhty hain۔
Swing High
Jab market downward sa upwards movement krti hai aur aik acha swing bana Kay uper Chali jati hai، tu ismain aapko aik swing high position mil rahi hoti hai۔ Agar aap isko achi tarah samjhty hain، tu aap ko bahut hi munafabaksh trade mil sakhti hai۔ Aur aap achi entry ki waja sa acha munafa hasil Kar sakhty hain۔
Swing Low
Jab market upward sa downwards movement krti hai aur aik acha swing bana Kay down Chali jati hai، tu ismain aapko aik swing low position mil rahi hoti hai۔ Agar aap isko achi tarah samjhty hain، tu aap ko bahut hi munafabaksh trade mil sakhti hai۔ Aur aap achi entry ki waja sa acha munafa hasil Kar sakhty hain۔
Entry on Swing High and Low
Agar aap swing trading krna chahty hain، tu aap ko market main Swing high and Swing low trading ko achi tarah samjna hota hai۔ Is swing per aapko trading krny Kay liye is per achi practice krna bahut zyda zarori hota hai۔
Indicator
Agar aap swing trading main interested Hain au is maqsad Kay liye indicater ki madad hasil krna chahty hain، tu aapko ismin fibbonacci retracement indicator ko bhi swing high and Swing low per apply krna cheye۔ junk ya indicator bhi aapko swing trad leny Kay liye bahut achi entry da sakhta hai۔