forex Farad and Rebort trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex Farad and Rebort trading
    Forex ka farad
    Managed account
    Kahi brokers be ap ko managed account ka liya email ya telephone ka through rabhta karta a aur ya purkashash afza data ha aur sabz bagh dekhta ha ku ka in ka tahlq traders ka broker sa hota ha is ka in ka ya talaq logo ko pehchana me khamyab tyrak hai agr private account manager 2 ya 3 mahinay ma ap ko bohat profit karta hai to ya log 2 hafta ma kam arsa ma ap ko profit ko khatam be karwa data ha ya log managed account ki rakam alag accounts ma rakhta ha aur apas ma bant data laita ha in ki tahsheesh life mehngi gari sa baasani andaza lagya jaya sakhta ha

    EA ya robots
    Robots computer language ma program hota hai jis ma technology saccnalized fit ki jati ha aut button daba dia jata ha price agya barti rahti ha program apna hisab sa hud ba hud trades open aur close hota rahta ha ap ka computer on ho ya off hotraders automatic tyraka sa open aur close hoti rahti ha kuch amwal price ko upr neeche karta ha manual traders trade wagra karta howa in cheezo ko lazmi dikhta hai jasa ka bollinger bands mukamal tor par sar jata ha price tang range ma aya jati ha samajhdar trader bilkul risk nai laita ha is tyra nuqsan sa bacha rahta ha mgr robots in ceezo ko kasa jana? Is tyra kisi important news ka ana sa pehla traders trade close kar data ha mgr robots ma ya program fit nahi kiya jata ha is liya koi be news wagra sa wo trade close nahi karta apna hisab sa kam kar raha hota ha jis ki waja sa nuksan ho jata ha
    Sochna ki baat ya ha ka agr robots itni earning kar ka da6ta hota to is ko bana wala aj khud millionaire na hta aur is ko agya spread karna wala be bahut ameer hota ha



اب آن لائن

Working...
X