Crude oil Breaks the 8 Years Record
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil Breaks the 8 Years Record
    Form Tamam members ko meri taraf se Assalamualaikum crude oil prices Mein Aaj again fast movement Dekhne Mein Najar I Hai crudoil Ne apna 8 Sal Ka highest position ka record break kar diya hai is time crude oil ke price 105.50 ke level ke pass move kar rahe hain prices bahut fast Upar ja rahe hain aur Majid crude oil ke prices ka Upar jaane ka chances bahut jyada increase ho rahe hain.

    Crude Oil is Near to Break Monthly Resistance

    Jabse coronavirus Singh ke Kaise Jo Puri world mein Thode Se Shuru Hue Hain Uske bad se crude IL ke prices increase Hote Ja Rahe Hain Kyunki crude oil ki consumption ekadam bahut jyada increase Ho Gai thi iski vajah se crude oil ke prices bahut jyada increase hue the Kyunki crude oil ki production Itni Sada Nahin thi isliye crude oil ke prices day-by-day increase Hote Gaye.

    Technical analysis ke hisab se crude oil apni monthly resistance level ko break karne wala hai is time crude oil 10 5.50 ke level par hai hai agar crude oil 10 5.50 ke level ko breaker ke upar stay Karta Hai To Ham Aane Wale Dinon Mein crude oil ke prices ko aur Jyada increase Hota dekh sakte hain aur Aisa Bhi Ho Sakta Hai Ki Aane Wale Kuchh Dinon Mein crude oil ke prices 120 dollar per barrel Tak Ja sakte hain.

    War Between Ukraine and Russia is also a reason of high prices of crude oil

    Kyunki crude oil ki production pahle hi bahut Thodi Thi is vajah se crude oil ke prices Kafi Jyada increased ho rahe the aur uske bad u crine aur Rasiya ke between bar hone ki vajah se bhi crude oil ke prices bahut jyada fast Munh kar rahe hain Aaj Tuesday ko crude oil ke prices Mein Kafi past more Hua Hai hi crude oil apni monthly resistance level ko break karne ke a Kareeb hai.

    Aur fundamental analysis key Surat mein bhi crude oil ke prices Upar hi Jaate Najar a rahe hain Aane Wale Dinon Mein crude oil ke prices bahut jyada increase ho sakte hain isliye traders ko chahie ke vah crudeoil per Agar trading karna chahte hain to crude oil ko bye karna traders ke liye bahut Achcha ho sakta hai.
    منسلک شدہ فائلیں
    FRD 07 TRADING JOURNAL

اب آن لائن

Working...
X