Assalam Alaikum! Dear forex members umeed karti hon k ap sab thk hon gay. Forex trading market mein aap order ko two major types mein convert kar sakty hain jo respectively pending order aur instant order k name sy janty hain.
Explanation of Pending Order:
Forex market ki khobsoorti yah hai k aap agar kisi price per order lagana chahe lekin market abhi tak us price per pahunchi na ho to aap pending order ka option use kar k apna order place kar sakte hain. Is order ka fayda yah hota hai k agar aap order laga den aur aap market ko dekh nai bhi rahe tu jab market us price per paunchti hai to khud ba khud order market mein execute ho jata hai.
Types of pending Order:
Buy Stop
Sell Stop
Buy Limit
Sell Limit
Buy Stop:
Jab market buy ki taraf move kar rahi ho aur aap chahte ho k prices resistance ko cross kar k up jaaye aur mera order place ho jaaye to aap buy stop ka istemal karty hain.
Sell Stop:
Jis tarah buy stop ka pending order aap use karty hain isi tarah sell stop ko use karne k liye aapka order jab market kise aik level yah price se down aati hai to aapka sell stop ka order execute ho jata hai. Pending orders ka sahi istemal aap us waqt kar sakte hain jab aap technical analysis mein acchi maharat rakhty hon. Aur en orders ka aap take profit aur stop loss bhi pahle sy set kar sakte hain.
Buy Limit:
Agar aap market mein buy ki entry lena chahte hain aur market mein price high chal rahi ho to aap nichy sy apna price fix kar k trade open kar sakte hain is tarah sy jab market aapki enter price per paunche gee tu aapki trade auto open ho jayegi.
Sell Limit:
Jab market ki price down chal rahi ho aur aap ny kisi high price sell ka order lagana ho to aap sell limit ka order laga sakty hain. Aur jab market us price per paunche gi to aapka order market mein place ho jata hai.