The Best Time Frame To Understand The Trend
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    The Best Time Frame To Understand The Trend
    Kamyab trading karne ke liye market trend ko understand karna bahut jyada important Hota Hai Kyon Ke Jab tak traders ko market cadran ka pata nahin hoga to vah kabhi bhi acchi trading nahin kar Sakenge isliye traders ko chahie ke vah market ke trend ko properly understand Karke trading Karen.

    Aur friend ko understand karne ke liye time frame ka use karna bhi bahut jyada salary hota hai traders market ke trend ko understand karne ke liye Apne experience ke hisab se hi time frame use karte hain Jin traders ke pass Raja experience Nahin Hota vah short term time frame use karte hain aur Jinke pass Jyada experience hota hai vah long-term time frame use Karke long term trading karna Pasand Karte Hain isiliye traders ko proper time frame ka use karna ke bare mein Jarur Pata Hona chahie.

    Time Frame to Understand Trend

    Kis trader Ne kaun sa time frame use karna hai yah traders ke liye bahut jyada important Hota Hai traders ko time frame Apne trading ke experience ke hisab se use karna chahie Jo traders less experience do hai aur unke pass Forex trading se related knowledge bhi Toda Hai Aise traders ko chahie ke vah short term trading Karen aur 15 ya 30 minut wala time frame use Karke trading Kiya Karen ki set ladiss ke liye trading karna Aasan hoga aur voice short time mein small profit Banakar Apne trade ko close kar denge.

    Lekin Jin trailers ke pass experience Jyada hota hai vah long term trading karte hain vah daily chart use karte hain jisse vah market ke trend ko long term dekhte hain aur Payal apni trade bhi long-term Karte Hain Aise traders professionals hote hain aur was Jyada time apni trade ko hold Karke rakhte hain aur trading ke liye unhone Jo plan kiya hai aur jo timeframe use kiya hai vah apne time frame per hai trading Karte Hain.

    Best Time Frame

    Trading karne ke liye different traders a different time frame use karte hain lekin ek timeframe Aisa Bhi Hai Jisko Jyada traders use karte hain 4 ghante wala time frame sabse Jyada trading Mein use Kiya jata hai aur Jyada traders is time frame ko use isliye karte hain Kyunki is time frame Mein market ke trend ko samajhna dusre timeframe ki nisbat thoda easy bhi hota hai aur Iske results bhi bahut acche Milte Hain isliye Jyada vtraders is time frame ko use karte hain.

    Professional traders be new Aane Wale traders ko 4 ghante wala time frame use karne ke liye Kahate Hain Kyunki is time frame ke results bahut hi acche Aate Hain.

    Koi bhi trader analysis karte waqt Apne experience ke hisab se Agar time frame ko use karen to vah best results Hassan kar sakta hai
    منسلک شدہ فائلیں
    FRD 07 TRADING JOURNAL

اب آن لائن

Working...
X