Details about currency pair in Forex trading.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details about currency pair in Forex trading.....
    aj ap k sath ek bht important topic share krny ja rhe hn jo k currency pairs or ais k important types k bary main hai apko pta currency pairs forex trading main bht important role play kr rhay hain currency pairs ko proper tor py study krna sb members k liye bht zaruri hai ais tahr main ap k sath currency pairs or ais ki important types proper detail sy share krti

    Currency Pairs:

    Forex market ek currency market hai ais main trader different currencies py trading krty hain hr currency pairs main two different countries ki currency hoti hai currency pairs main ek currency ko duari pairs k sath exchange kiya jeta haibor in currencies main change economical activities ki waja sy ata hai ais tahr kbhi currency pairs increase hoti or kbhi decrease ais tahr ais exchange price main trader acha profit gain kr lety hain jis sy kafi had tk fiyada ho jeta hai ais tahr in currencies pairs main fist currency pairs ko base currency kehty hain jb k second currency pairs ko quote currency kehty hain.

    Base Currency

    Kisi bhi currency pair me jo 1st currency hogi, usbko base pair kaha jayega. Currency jora ye dekhati hai k base currency ki value dosri currency k muqabele me kia hai.
    Misal k tawar par (for example) : agar USD/CHF ki value 1.1650 hai, to is currency jore me 1USD (base currency) CHF 1.1650 k brabar hai. American dollar ko hamesha base currency k tawar par hi dekhaya jata hai, sewaye EUR, GBP, NZD aur AUD k. EURUSD currency jore me agar hum EUR ko bay karte hen to USD ko sell kar rahe hote hen.

    Quote Currency

    Quote currency kisi bhi currency jore me dosri currency ko kaha jata hai. Jese USD/CAD currency jore me CAD currency quote currency hai. Quote currency ko pip bhi kaha jata hai q k profit loss ka tahmina is k hisab se hota hai. USD/CAD currency jore me agar hum USD ko sell karte hen to quote currency yani CAD ko buy kar rahe hote hen.


    Click image for larger version

Name:	images (78).jpeg
Views:	6
Size:	33.6 کلوبائٹ
ID:	12508535


    1: MAJOR CURRENCY PAIRS:

    Dear members esy currency pairs jin me US dollers aty hain wo sari currency pairs "Mojor Currency Pairs" me aty hn. Major currency pairs ki movement baqi currency pairs k bht ziada hoti ha is liye trader ko trading k ly major currency pairs ko choose krna chahiye ta ky inki ziada movement ko trader catch kr sky..

    Pall over world ki trading ka 70% USD me ki jti ha jis ki wja se USD ki puri dunia me demand ha. R is demand ki waja se USD ki exchange price me bht ziada chnge ata ha jis ki wja se USD baqi currencies k muqably me ziada movement krta ha..

    2: MINOR CURRENCY PAIRS:

    Dear members minor currency pairs esy currency pairs hn jin me USD ni ata butt baqi develop countries ki currency hoti ha .. Jesy k Australia UK, Canada, Japan, r Switzerland .. In currencies me international trade bht km hoti ha jiski waja,se iski movement usd k muqably me km hoti ha.. Is ly traders major currency k bd minor currency pairs me pr trade krty hn...

    3: EXOTIC CURRENCY PAIRS:

    Dear members exotic currency pairs me ek currency develop countries ki hoti ha jo zoada trade ki jti ha lekin pairs k andr dosri currency ksi underdeveloped country ki hoti hs jisko ziada trade ni ki jti.. Exotic currency pairs ki movement bht km hoti hs is ly in pairs pr trade krna traders avoid krty hn.

اب آن لائن

Working...
X