Leading and lagging indicators and Pivo Point

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading and lagging indicators and Pivo Point
    Leading and lagging indicators

    Kuch indicators aisa hota ha jo price ka trend badal na sa pehla hi ishra da data ha jasa ka RSI,Stochastic leading indicators ha MACD lagging indicator ha ya baat be important ha ka leading indicator aksar dhoka be da data ha jab ka lagging indicator trend badalna ke bad hi ishara data ha is liya is ma kafi paisa kho jata ha mgr trade munafa hon ka chances be zada hota ha dono indicators tadat ma kafi zada hota ha aur sab ka yaha discuss karma mumkin nahi hai google search sa ap dono indicator dekh sakta hai aur inki detail aur istemal ka tarika be maloom kar sakte hai

    Pivot points

    Pivot ko aam zuban ma mahrn bola jata ha american session close hona ka bad naya points banta hai bahut si websites ka ilawa brokers be rozana different time frame ka pivot points bata ha in points ka sath 3 support and 3 resistances be hoti ha
    Pivot points ka upr neechay harkat rahti ha agr upr jati ha to pehla resistances sa wapis pivot ki tyraf murti ha agr price pehla resistances sa wpis na murha bilka resistances ko cross karya to is ko break out kahta ha ab zada chances hota ha ka price dusri resistances sa wapis na murha gi agr price 2 resistances ko be cross kar da to traders umeed karta ha ka price 3 resistances sa wapis murhaya gi agr price downtrend ma ho go price pehla support ki taraf jaya gi aur waha sa pivot ki tyraf wapis gi agr support ko cross kar ka mazeed neechay ko aya jati ha to 2 support ki tyra jaya gi
    Agr ya pivot points resistance and support ka rozana naya aur different hota ha

اب آن لائن

Working...
X