Indication of pvi indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indication of pvi indicator
    Friends indicator trader ki market ma bhot help karty hain. Wo trader k lae assistant ka kirdar ada karty hain. Wo trader ko sari information ik page par show kar dete hain jis ko use karke trader ko help milti hai k wo kesy trade open kary kis point par trade ko close kary or stop loss or take profit ko kaha par set kary. Indicator trader ko bhot sari information ki help sy kuch trades suggest karty hain wo trader k lae trades ko open nahi karty. Es tarha ham ye b keh sakty hain k analysis ka sara kam trader k lae indicator karta hai or es ki base par trader ko serf trading karna hoti hai. Yani indicator trader ka kam easy bana dety hain. Jis sy trader bhot sari problems sy bach jata hai.

    Positive volume index strategy.

    Es strategy ma ham market k volume ko use karty hain. Market k current session k volume ko previous session k volume k sath compare karty hain or es base hamy information milti hai es ko ham trade k lae use karty hain.

    Click image for larger version

Name:	1297.gif
Views:	1
Size:	9.5 کلوبائٹ
ID:	12507717

    Working of positive volume index strategy.

    Agr current session ka volume previous session k volume sy increase kar jae to trader ko buy ki trade open karni chahe kiu k market ki prices increase ho rahi hoti hai. Ese tarha current session ka volume agr previous session sy decrease kar jaye to eska matlab hota hai k trader ko sell ki trade open karni chahe or market ma prices ma decrease predict kiya ja sakta hai. Ek or b situation ho sakti hai or wo ye k agr forex market ma previous session ka volume current session k equal ho to iska ye matlab hota hai k market side movement ma hai. Or es point par trader ko apni trades ko hold kar lena chahe.

    Click image for larger version

Name:	PositiveVolumeIndex.png
Views:	4
Size:	60.7 کلوبائٹ
ID:	12507718

    How to use PVI.

    Is Strategy ko use Karke Ham market Mein trade open karke achi se achi kamyabi Hasil kar sakte hain yah indicator bahut hi simple aur bahut hi easy hai bahut se trader is strategy ko use Karke Jab market Mein Apni trading start Karte Hai To unhe apni trading mein bahut hi Accha profit Hasil hota hai Kuchh trader Aise Hote Hain Jo in important strategy ko avoid karte hain Jiski vajah se apne kam mein bahut jyada nuksan ho jata hai isliye Agar Ham nuksan Se Bachana Chahte Hain Apne kam Mein Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen is important strategy ko shoes karke hi apni trade open karna chahiye positive volume index technical analysis ko perfect karne mein bahut jyada help deta hai aur iss indicator ki madad se Ham market ke liye Ek Acha Se Achcha signal Le sakte hain Or in signal ko follow karke Ham market main entry Le sakte hain

    Click image for larger version

Name:	PVI-Chart-Example.png
Views:	4
Size:	56.7 کلوبائٹ
ID:	12507719

    Indicates Market trend.

    Yah Indicator Hamen market ki Trend ke bare mein achi se achi indication provide karta hai aur market ki positive value Hamen Hamen chart par indicate karta hai aur is se indicator ki madad se Ham Ek Achcha knowledge Gain kar sakte hain aur apne analyses ko best se best bana sakte hain aur jab Hamara analysis best Hoga To Ham market acche tarike se trading Karke Acha Se Acha munafa Hasil kar sakte hai

اب آن لائن

Working...
X