SL & TP
Dear friends, Forex trading me trailing manually adjustable ya profit sy oper stop loss lagana jis ka matlab hota hai k market ki price vary karti rehti rehti hai kabhi up jati hai kabhi down jati hai kyun k ye tu aik tug off war hoti hai buyers aur seller k darmayn aur jab buyers zayada ho jayn tu up jati hai aur seller zayada ho jayn tu down aa jati hai tu is variation mein jo profit ho raha ho usko trailing stop kehty hain aur agar market vary karty hoye loss mein aa jaye tu han trailing stop loss use karty hain aur stop loss take profit se bhi zayada achi cheez hai is se account ki safety ki surity ho jati hai agar market mein koi news aa jaye ya loss ho raha ho trend change ho jaye tu jab stop loss ko market tuch kary gi tu auto par kam loss mein he trade close ho jaye gi aur account wash hony se bach jaye ga
Simple Take Profit:
Take profit main trader pehlay say hi apnay profit ko fix kar laita hay jis main hota yeh hay k hamari trade kay mutabiq prize up ho rahi ho toha hamara balance increase honay lag jata hay aor ham ko profit honay lag jata hay to jaisay hi price profit ky set kiay howay point tak jati hay to take profit hit ho jata hay aor trade automatically close ho jati hay aor hamara profit safe ho jata hay.
Trailing Stop:
Take profit ki taran stop loss ko bhi trader pehlay say hi set kar daita hay jis say jab loss honay lagta hay aor loss jaisay hi set kiay howay point ko touch karta hay to stop loss hit ho jata hay jis say trade close ho jati hay aor mazeed loss nahi hota aor account ziada loss ki wajah say wash honay say bhi bach jata hay stop loss ki taran trailing stop ko bhi kuch pips kay sath lagaya jata hay jis main hota yeh hay k jab ham ko profit honay lagta hay to ham apni trade ko lamba karna chahtay hain to jis taran profit oper chaltay jata hay to sath sath ham trailing stop ko bhi up kartay jayin gay aor es taran aik point pay hamara risk kam ho jay ga aor ham easily lamba profit earn kar sakain gay yehni ham dosray lafzon main keh saktay hain k trailing stop hamary profit kay sath sath chalta hay aor hamray profit ko lamba karta jata hay aor ham ko ziada say ziada profit say jata hay. Minimum trailing stop 16 pip ka lagta hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим