What is Overbought situation.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Overbought situation.
    Friends Jab market overbought situation Mein Hoti Hai post Mein Ham bahut jyada benefits aur advantages Hasil kar sakte hain lekin is Wapas ke liye Ham Ko sabse pahle yah Pata Hona chahie ki overbought situation kya hoti hai aur ham isko Kaise dekh sakte hain ki market mein aap overbought situation chal rahi hai.

    What is Overbought situation.

    Dear jab market Mein prices level bahut jyada increase ho jata hai aur Market Mein prices Bahut uptrend Mein Ho Jaati Hai to use situation ko overbought situation Kaha jata hai is situation mein aapko yah pata chal jata hai ki market Mein buyer's ka pressures hai aur Market Mein sellers bilkul Bhi Nahin Hai.

    Click image for larger version

Name:	rsibandsonprice-14924534724plc8.png
Views:	7
Size:	65.4 کلوبائٹ
ID:	12507405

    How to Check Overbought Situation.

    Agar aap market Mein overbought situation ko Measures karna chahte hain to use situation ko observe karne ke liye aapko different indicators bahut jyada help kar sakte hain specially is purpose ke liye aapko relative strength indexindicator bahut jyada help karta hai aur aapko is situation ke bare mein proper indication Deta Hai Kyunki usmein Jab Bhi Mujhse 70 level ko cross Karta Hai To iska matlab yah hota hai ki market ab overbought situation mein hai ab aap market Mein sal ki trade lagakar bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain.

    Agar aap Forex trading karty hui is situation ko proper learning Hasil karne ke bad judge kar lete hain to aap bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain Kyunki Iske bad market Mein Hamesha to ho to down Aana hota hai agar aapko is stage per conformational candlestick inform kar deti hai ki market mein aap bearish movement Hone Wali Hai To aap bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	RSI-Overbought-and-Oversold-indication.png
Views:	1
Size:	17.7 کلوبائٹ
ID:	12507406

    How to read Overbought.

    Market jab uptrend main movement kerty huey apni maximum resistance tak poch jati hai tou aesy time per Ham RSI indicator ki madad lety hain ky RSI main kia situation ban rehi hai agar RSI main market 70 ko cross ker chuki ho tou it's mean ky market main overbought situation creat ho chuki hai

    Benefits of Overbought.

    Jab bhi market main overbought situation creat ho chuki ho tou hamary pas best chance hota hai ky aesy time per Ham market main sell ki trade enter kerain lekin jab bhi market RSI main 70 ko cross ker chuki ho tab bhi hamain sell ki trade enter kerny main jaldi nehi kerni chahiay hamain kuch time period ky liay wait kerna chahiay ky jab overbought situation ky bahd market reverse trend start ker ky tab ham sell ki trade enter kerain warna overbought situation ky bahd bhi market ky upward movement continue ky chances hoty hain Jesy ky last month main gold main continue overbought situation rehi hai aur market overbought main bhi reverse nehi hui tou aesy time per overbought per trade kerny walon ko bhi loss hua hai isliay overbought situation sy ham faida tab hi utha sakty hain ky overbought situation ky bahd ham trend reversal ka wait ker la

اب آن لائن

Working...
X