agar hum forex mai trade lagaty hain or yai loss mai cale jy to hamy isy band kar dena chahey q ky hamy zada loss be ho sakta hain forex aik risky business hain is mai kam karny ky liye hamare learning bohata che hone chahey pher he hum kam kar ky market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим