Zig Zag Trading Indicator
Zig Zag trading indicator trading kay ley aik basic tool hay indicator price movement ko aik specific percentage ko estamal kar kay osay pora karta hey es mein kai kesam kay nazreaat hein jen par aap ko estamal karna chihay or yeh individual trader par depend karta hey ger trend X percent say tabdeel ni ho raha hey to trend belkul bhe nahe badllay ga yeh wazah rahay default sitting 5% hey
Adding ZigZag Indicator Metatrader
Metatrader mein Zig Zag indicator shamell karna entahai asaan hey jaisa he indicator ka pehlay he platform bana ja choka hey tamam trader ko bas insert par click karnay ke zaroorat hote hey menu ke taraf down ke taraf draw karen or phir aglay zaile menu mein custom par jain or phir serf Zig Zag indicator par click karen
es mokay par aik dialog box indicate ho ga jo trader ko mamoll kay motabaik rang mein paera meter mein tabdel karnay ke ejazat dayta hey humaray input tab par attention daynay kay ley important cheez hey ager price 5% down hote hey to zigzag line ko down hota dekhai dayta hey jo keh es bat nomaindge karta hey keh trend hakekaat mein tabdel ho geya hey
Reading ZigZag Indicator
Zigzag indicatr ko read karna assan hey yeh assani say dekhata hey keh trend ups ja raha hey ya down ja raha hey lahza price mein ezafa es bat ko indicate karta hey keh market up trend mein hey es kay opposite market trend down ke taraf jain to yeh es bat ko yakeene banta hey keh market trend negative hey
or yeh market ke overall condition ko indicate karta hey indicator chart par lines ke direction ko indicate karta hey ta hum aap ko aik basic filter farahm karta hey keh aap ko kes direction mein trade karne chihay
nechay dey gay cart par es bat ko indicate karen keh zigzag indicator banay gay hein yeh aap ko support r resistance ke mumkana zones ko dekhata hey jes mein market interest lagte hey aisa karnay say yeh future mein janay wale kese paishan goi karnay walla element hey kun keh aap ko es area mein kai kesam ke tabdele ke zigzag nazar atte hey yeh aap ko dekhata hey keh price ko reject karna ketna strong hey
Note Dosto trading ke doran aik bat ko zaror samjahain ke kise bhe hikamat amli yani ke kise bhe indicator ke istamal se phale us ko demo ke zarye test karain ke aya aap ko us ke bare main sahe samajh agai hay akasat yah hota hay ke indicator to sahe kam karraha hay magar uske sahe istamal nakarne ke waja sa loss hojata hay