What is Marubozu candle stick pattern:
ajj hum marubozu candle stick kay baray mein information share kartay hein Marubozu candle stick bullish bhe ho sakta hey bearish bhe ho sakta hey marubozu candle stick pattern mein opening bhe hotey closing bhe hotey laken es candle ke dono sides mein shadow ni hota hey es ka matlab hey bearish ager hey to market mein saray trader serf sell he kar saktay hein bullish ka koi chance ni ager bullish hey to market ko koi sell ni karay ga or market bullish he rahay ge jaisa keh ap de gai tasweer mein bhe daikh saktay hein.
characteristics of Marubozu candle stick pattern:
· Large body
· Marubozu candle stick ke dono side say shadow ni hotay
· serf candlestick ka color es baat ke teraf eshara karay ga keh market up move kar rehe hey ya down
· marubozu candlestick pattern en sab hallat mein basic rojhan par monhaser hey price ke direction future ke best trade farahm karta hey
· wick ke adam majodge es baat ke taraf eshara kartey hey keh price aik session mein zyada ya kam open bhe ho sakte hey close bhe ho sakte hey
· trend reversal hota hey
· Marubozu candlestick pattern mein ager aik candle red maruboz kay bad dosre red marubozu ban jay to es ka matlab hota hey market down mein he jay ge
Marubozu Open:
Jahan tak Marubozu open ka taluq hay , opening price flat honi chaye, yani price ki karwai sirf aik direction men honi chaye, lekin Marubozu mukamal candlestick kay baraks dosri taraf close honay wali price high/low say qadray mukhtalif ho sakti hay, dosray lafzon men open flat hona chaye jabkeh dosri taraf mukhtasar wick ki gunjaish hay.
Marubozu Close:
Marubozu close candlestick Marubozu open kay opposite hay, close flat hona chaye jabkeh price ka amal thora sa dosri simat men muntaqil ho sakta hay, ais say pehlay ky ye aik direction men jarhana trading shoro karay.
What does Marubozu Candlestick tells?
Marubozu candlestick ye pegham deta hay kay Market aik simat men trend kar rahe hay agar ap candlestick ko break kar detay hen to ap dekh saktay hen keh poray session men asset's ki price aik direction men trading karti hay.
Strategy for Marubozu trade:
yeh aik bohut he asaan sa pattern hota hey jes candle ke serf body ho or shadow na hon to jab aise candle bantey daikhen to price action kay zarey say ham buy ya sell kar saktay hein trader price action strategy ko estamal kar kay bohut ache earning hasell kar sakta hey jaisa keh ap ko pata bhe ho ga jab trend nechay anay walla hota hey to yeh down he ata hey or ager market up chale jay to up he jatey hey es pattern mein price action strategy zyada success ho sakta hey.