Always trade in trend , don't trade in sideways moment....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Always trade in trend , don't trade in sideways moment....
    Market mein Jab ham daily basis per trading kar rahe hote Hain to ham men se bahut se traders ko loss hota hai jabki bahut hi kam trader Jaise hote hain jinko profit hota hai.
    Aur bahut se log bahut hi kam time mein Apne account ko wash kar dete Hain iski ek badi vajah ji hai ki hamen market ke trend ko analyse karna Nahin aata hai hai aur ham market mein main galat time entry lete hain jiski vajah se hamara nuksan ho jata hai agar ham market mein sahi time per entry Lete Hain to ham market se kafi achha profit le sakte hain aur apne nuksan ko market mein kam se kam kar sakte hain isliye hamen market ke trend ko analyse karna bahut jaruri hai tab hi hamare liye kamyabi mumkin ho pati hai.

    What is the trend...?

    Forex market mein ham trend ko price ki simat kahate Hain Hain, trend paidawar ya halat mein tabdeli ka batadreej namuna hai.
    Forex market mein kisi bhi pair ki ki price yah to upar ki taraf ja rahi hoti hai hai aur yah niche ki taraf ja rahi hoti hai aur yah price ek hi markaj per upar niche focus kar rahi hoti hai hai isko ham market kat rent kahate Hain.
    Market mein hamen hamesha Trend ke sath trading karni padati hai agar ham market mein Trend ke sath trading Nahin karte Hain to hamen kamyabi Nahin Hoti hai isliye market mein main "trend is your friend "Kaha jata hai agar ham market mein friend ke sath trading Nahin karte to fir ham kamyab Nahin ho paate hain lekin jo trader hamesha hi Trend ke sath trading karte hain vah hamesha hi kamyab hote Hain.

    Types of trend:

    Market mein trend ki three types hoti hai aur hamen in ko samajhna bahut jaruri hai jab tak ham market mein friend ki types to Nahin samjhoge tab tak hamen kamyabi Nahin hogi isliye hamen market mein trend ko samajhna bahut jaruri hai taka Jab ham trading kar rahe ho to ham apni reading ko successful banaa sake aur apne loss ki reshon ko kam se kam kar saken.
    Market mein trend ki three types Mandarjazail hain.
    Uptrend
    Downtrend
    Sideway trend


    Uptrend:

    Market chart pe Jab Kisi bhi pair ki price continuously upar ki taraf ja rahi Hoti hai to ham usko market ka uptrend kahate Hain agar ham market chart ko analyse karte hain aur Market ki price continuously upar ki taraf jaati hai hai to hamen vahan per entry mil sakti hai kyunki market job uptrend mein ja rahi Hoti hai to ham market mein bye ki trade aasani ke sath le sakte hain aur market se profit utha sakte hain. Market ke trend ko analyse karna hamare liye bahut jaruri hota hai hai aur agar ham uptrend mein trade lete hain aur Market ka trend upar ki taraf hai to hamen market se fayda hasil ho sakta hai.

    Downtrend:

    Market chart per Jab bhi Kisi pair ki price continuesly niche ki taraf ja rahi Hoti hai to ham usko market ka down trend kahate Hain market mein kisi bhi pair ki price Jab niche se niche ki taraf jaati hai to ham use time per market mein main sell ki entry le sakte hain aur market se kafi achcha profit le sakte hain kyunki use time mein hamen selling position main market milati hai aur ham isme apni entry ko behtar banate hue market se kafi accha profit le sakte hain.

    Sideways trend:

    Market chart per Jab Kisi bhi pair ki price ek hi point per focus Karti rahti hai aur zigzag mein thoda sa upar niche hoti rahti hai to market ki is Surat ko ham market ka sideway trend kahate Hain aur aisi halat mein market mein trading karna bahut hi khatarnak hota hai isliye hamen aisi position ki market mein Kabhi bhi trade Nahin karni padati hai aur hamen market ke a uptrend jaat downtrend ka wait karna padta hai.

    Cons of sideways moment of the market:

    Hamen market mein entry Lene se pahle jaruri hai ki ham market ko samjhe jab tak ham market ke trend ko samajh Nahin lete hain tab tak hamen market mein entry Nahin leni chahie aur hamen intezar Karna chahie Jab hamen maarpeet ki confirmation mil jaati hai tab hamen market mein entry leni chahie aur koi trade open Karni chahie agar ham jaldi se koi trade open karenge to hamen iska fayda Nahin Hoga aur hamen iska nuksan ho jaega.
    Hamen profitable trading ke liye jaruri hai ki hamen market mein trend ko analyse karte hue uptrend ya downtrend mein trading Karni chahie aur kabhi bhi hamen side mein movement mein trading Nahin Karni chahie kyunki sideways market me trading karna bahut hi khatarnak hota hai aur agar humko entry Lete Hain to hamen usmein nuksan jarur Hoga isliye hamen intezar Karna chahie aur Market ki confirmation ke bagair Kabhi trade Nahin Karni chahie.

    Always trade in the trend:


    Click image for larger version

Name:	images (31).png
Views:	7
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12507048

    Jo log hamesha hi trend ko phalo karte hain vahi log hi kamyab ho paate Hain isliye hamen bhi jaruri hai ki ham pahle trend ko analyse Karen aur iske bad market mein enter ho tab hamare liye kamyabi hai agar ham market ke trend ko analyse Nahin karte aur Market mentor hote Hain to kamyabi Nahin Hoti hai.
    Isliye hamen hamesha hi trend ko follow karna chahie Jab ham trend ko follow karenge to hamare liye kamyabi aasan ho jayegi aur agar ham friend ko follow Nahin karte to kamyabi mushkil hoti hai isliye trend to follow karna bahut jaruri hai.

اب آن لائن

Working...
X