Gold analysis for 18 feb 2022

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold analysis for 18 feb 2022
    Gold ke price Mein Aaj Humne achievement Dekhi Hai gold Ne Kafi Jyada Bullet movement Ki Hai US dollar ki value decreases Hui Hai Jiski vajah se Gold ke prices Upar ki taraf gaye hain last time main gold ke related analysis share kiye the aur Gold ke price exactly Upar ki taraf Munh Kar Gaye the Aane Wale Dinon Mein Ham Gold ke prices Mein Aur Bhi Jyada bullish movement dekh sakte hain.

    Gold Analysis

    Gold kay prices main ham anay walay dino main or bhi ziada movement daikh skty hain jis trha gold ny aj fast bullish move kia hai ham anay walay dino main achi move daikh skty hain.

    Gold ny aj big bullish move kia hai aj gold kay prices 1867 sy 1898 tak gy hain jab gold ny apna previous resistance level break kia tha to gold kay bullish janay k hances increase ho gy thay anay walay dinon main gold or bhi ziada bullish ja skta hai jo traders gold per trading krna chahtay hain traders ko chahiye kay wo gold ko buy krain ta k wo gold say or bhi ziada acha profit bna skty hain.

    Gold ko is time bhi buy kr kaay traders or bhi ziada profir hasil agar gold kay prices friday ko 1910 kay level sy above stay krty hain to nwxt week main gold main or bhi ziada bullish move daikha ja skta hai gold per trading krna bohat traders ko pasand hai or agar traders gold ko buy krain gy to acha profit hasil kr skty hain.
    منسلک شدہ فائلیں
    FRD 07 TRADING JOURNAL

اب آن لائن

Working...
X