Trend Kiya hota hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend Kiya hota hai?
    Trend Kiya hota hai?


    Price ki kise Simat main harkat ko trend he kahta han.

    Trend Uper ko han.


    Trend Necha Ko han

    Trend Side ko han



    Trend Up:


    Jab Forex market main trend Up ho toh tab hum iss main trading kar sakta hain or iss main sy profit be tab bana sakta hain humein chahiye k hum iss main jab be trading karye toh market k movement or trend ko acha sy samj laa tabhi hum iss main achi traders laa sagta han humain iss main acha sy trading karni chahiye tabhi hum iss main kamyab ho sakta hain.

    Trend Down:


    Jab forex market kah trend Down ho toh us waqt hum iss main trading kar sakta hain or iss main sy profit be bana sakta hain humain chiaye k hum iss main jab be trading akrye toh market k movement ko acha sy samj laa joh humain iss main profit da sakta han humain iss main wait karna chahiye jab tak humein iss main aik acha point nahi milta trade k liye humein iss main wait karna chaiye tabhi hum iss main acha point dond kar iss main agye bar sakta hain.

    Trend Site:


    Jab forex market site trend per move kar rahe ho toh humein iss main chaiye k hum iss main trades ko open na karye agr hum iss suition main market ko nahi samajhta toh hum iss main bohat zada apna loss karwa sagta hain humein chahiye k hum iss main mehnaat karye acha sy trading karye tabhi hum iss mein kamyab trade ban sagta hain humainc hai k hum site trend per jab be market move kar rhye ho toh humain iss main jab eb trades kah intehaab nahi karna chaiye






    Trends Charts:



اب آن لائن

Working...
X