Fibonacci Sequence and Golden Ratio

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci Sequence and Golden Ratio
    Fibonacci Retracement

    Dear friends ye aik tareeka kaar hai jo technical analysis main istemaal kiya jata hai. Jab market kise bhe trend main hoti hai aur us main move karti hai to Fibonacci Retracement sy pata lagaya ja sakta hai k market ab us point sy kitna wapis retrace kar sakti hai. Aur support ya resistance level kia ban sakty hain. Fibonacci Retracement kay fixed levels hain jin ko ye kaha jaata hai k market aksar follow karti hai. Aur wo level kise bhe point sy 23.6%, 38.2%, 50%, 61.8% aur 100% tak retrace kar sakty hain. Main aap kay saath aik picture share karta hun jis sy aapko es ka clear idea ho jaay ga.

    [Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-02-15T183747.196.png
Views:	4
Size:	12.2 کلوبائٹ
ID:	12506592

    Oper de gai pic main mane EURUSD kay pair par Fibonacci Retracement lagaya hai. Jis main aap daikh sakty hain kay market ny pehly 23.6% level ko cross kia aur wahan thora rukny ka baad 38.2% ko ja kar touch kia. Aur phir abi 23.6% level ko neechy torny ke position ma hai. Agar ye torr jata hai to phir ye down 0% tak aay ga nahe to waha sy phir 38.2% level ko touch kary ga. Es tarha sy hamko support ya resistance level ke clearly samjh aati hai

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-02-15T183805.828.jpeg
Views:	38
Size:	42.4 کلوبائٹ
ID:	12506591

    Retracement Area of Fabo

    Fibonacci Retracement ke apne Entry level hotey hein aur Fibonnaci Retracement ko aap Kisi bhi Chart Frame par Higher High and Higher Low laga kar un levels ko dekh saktey hein aur wahan se aap Entry Point le saktey hein.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-02-15T183812.307.jpeg
Views:	1
Size:	51.5 کلوبائٹ
ID:	12506593
    Iskey 3 Entry level hotey hein jinpar Market Jese hi retrace ho to aap trade le saktey hein..

    1st Entry Level 50.0
    2nd Entry Level 38.0
    3rd Entry level 23.0

    Ab Hum jab in mn se kisi bhi point par entry letey hein to phir Hamara jo profit target jo hota hey woh aap nichey dekh saktey hein
    First Profit Target: 100.0
    Second profit Target: 161.8
    Aur is mein Aap Stop Loss 0.0 se Laga saktey hein. Nichey Dee Gai Picture mein Dekh saktey hein..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-02-15T183909.315.jpeg
Views:	1
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12506594

    Golden Ratio

    Dear jab market apni movement complete kar rahi hoti hai or apni retracement complete karti hai, tu iski kuch golden ratio hoti hain, jo market ki exact retracement ho sakhti hai. Different situations main market ki retracement bhi different hoti hai. Iski below mentioned golden ratio bahut zyda familiar hain, jab market retracement krti hai, en ratios ko zarur respect krti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-02-15T183901.930.png
Views:	2
Size:	29.8 کلوبائٹ
ID:	12506596
    [*]23.06 %[*][*]38.02 %[*][*]50. 00 %[*][*]61.08 %
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

اب آن لائن

Working...
X