Explanation
Friends forex trading ma loss sb ko hota hai. Jo trader loss sy bachna chahte hain wo kabhi apne maqsad ma kamyab ho paty. Forex trading ma expert ko b loss hota hai so loss ka har giz ye matlab nahi hai k forex trading ab khatam ho gae hai or trader mazeed trades open ni kar saky ga balky himmat or lagan sy trader loss ko recover karny ma kamyab ho jaty hain. But loss ko recover karny k lae strategy ki zarurat hoti hai.
How to Recover Loss.
Kamyabi us trader ko he milti hai jo loss hony k bad panic ni hota balky us ko yaqeen hota hai k wo es loss ko recover karne ma zaroor kamyab ho jayega. Forex trading ma loss ka bad apni strategy ko rethink karna chahe. Loss ki waja ko talash karna chahe or next time asy process sy ijtinab karna chahe jo loss ki waja banty hain. Phr trader ko market analysis ko pick karna chahe or asy point par trade ko open karna chahe k jaha par usko yaqeen ho k ye point usk loss ko recover karny k liye kafi hai.
More Information.
But trader ko big lot ka sahara ni lena chahe. Jo trader forex ma big lot ka sahara lety hain unk account aksar wash ho jaty. Loss ko recover karny k lae slow or steady chalna chahe. Trader ki khosis ye honi chahe k wo loss ko recover karny ki taraf ja raha hai na k wo loss ko double karny ki taraf ja raha hai. Jo loss ko recover karny ma jaldi karty hain wo end ma apna account he wash kara bethyn hain. Forex trading ma account wash hony k bad trader ko mayoos ni hona chahe balky phr sy mehnat or lagan sy kam karne ko prefer karna chahe. To asy trader forex ma kamyab hote hain jo jeet ka jazba rakhte hain.
Wait for Good Opportunity:
loss recover kartay huay is baat ko mind ma rakhine k sera loss ek hi bar ma recover karna mushkil hota ha is liay thora thora kar k recover karain, agr hm jaldbazi ma big lot k sath loss ko recover karnay ki koshish karain gay to market ki koi b unexpected moment hmain mazeed loss pohncha da gi jisay recover karna namumkin ho ga, is liay loss ko recover karnay ma ahtiat sa kam lain aur news par focus kar k trade karain, q k market ki moment in news par bht depend karti ha.
Use analysis and Strategies for help in Loss Recovering:
humein proper analysis kar k achi strategy k sath loss ko recover karna chahiye, agr hm baghair sochay smjhay market ma enter hon gay toh main nakami ka samna karna paray ga, is liay market ki moment sa related tamam factors ko mind ma rakhine ta k loss ko recover karnay ma asani ho, trading ma loss or profit to chalta rehta ha lekin professional trader wo hi hotay hain jo apnay profit ko secure karne ki salahiyat rakhtay hain aur agr loss ho jay to usay recover kartay hain, aisay traders kbi risk nhi laitay aur hamesha small volume ko use kar k loss ko recover kartay hain ta k apnay capital ko b safe rakh sakain.
Advise.
Trade Main Agar aapko Kabhi loss Ho Jaaye to usse Pareshan hone ki jarurat Nahi Hai aapko loss ko recover karne ki jarurat hoti hai hai isi mein aapko bahut jyada analyses karna padta hai aur achi se achi planning karni padti hai tab hi aapka loss recover Ho sakega aapko chahiye ki aap small volume ko hi use Karen aur slowly slowly Apna pahle loss recover Karen aur uske bad acchi earning Hasil Karen agar aap jald Bhari kar Jaate Hain aur bahut hi jaldi ke sath friends ko open kar lete hain to aap ko is Ka nuksan Hota Hai Forex Mein Lash ko bilkul hi Pasand Nahi Kiya Jata aur Lash Hota rahata Hai Jab Aap raafat Ke Chakkar Mein Bade rahte hain aapko is per bahut mehnat ke sath Apna Kam complete karna hai.