Bollinger band indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bollinger band indicator
    Dosto aj ham bat karein a bollinger badn ka bara ma dosto ham chart ma dekhte hain price upar ki taraf jata hue dikhaey deta ha jisa ham bullish tredn kahta hain jo upper band ko touch kar ka pahla top banata ha is pahla top ko ham A name deta hain ,isk bbad price thora ghat kar necha jata ha or fir sa upar band ki taraf ata ha magar is bar wo upper band ko touch nahi karta ha or wapis sa necha ki taraf ana lagta ha is top ko ham B name deta hain ,ya hame ya sgnal deta ha A top ka muakbla B top kamzor ha ,hama is sa koi farak nahi parta B top A top sa upar ho ya necha ho hamain bas ya dihan rakhna ha ka B top upper band ko touch nahi kara ya angrezi word M ki tarah dikhaye deta ha jo ka mandi ka signal deta ha ya formation hamein dikhata ha ka price uptrend ma jana ma nakam hua ha .

    Resistance:

    Dosto ya lower Low ko pahchanana or us sa signal lana ka tarika ha ya price ka top sa anan wali tezi ka taria dosto ham chart ma dekhte hain price upar ki taraf jata hue dikhaey deta ha jisa ham bullish tredn kahta hain jo upper band ko touch kar ka pahla top banata ha is pahla top ko ham B name deta hain ,isk bad price thora barh kar upar jata ha or fir sa upar band ki taraf ata ha magar is bar wo lower band ko touch nahi karta ha or wapis sa upar ki taraf ana lagta ha is top ko ham A name deta hain ,ya hame ya signal deta ha B top ka muakbla A top kamzor ha ,hama is sa koi farak nahi parta B top B top sa upar ho ya necha ho hamain bas ya dihan rakhna ha ka A top upper band ko touch nahi kara ya angrezi word W ki tarah dikhaye deta ha jo ka tezi ka signal deta ha ya formation hamein dikhata ha ka price downtrend ma jana ma nakam hua ha .

    Upper Bands:

    Dosto ham Chart me dekhte hain ka tezi ka trend chal raha ha or agar tezi ka doran koi bi candle upper band ka upar closing da to ya mazbut tezi ka signl mana jata ha or ya tab tak valid mana jata ha candle lower band ko touch na kar da ,yaha par jab price upper badn ka upar hotaha iska matlba hotaha bazar overbought ha .

    Lower Bands:

    Dosto ham Chart me dekhte hain ka mandi ka trend chal raha ha or agar mandi ka doran koi bi candle lowerr band ka necha closing da to ya mazbut mandi ka signl mana jata ha or ya tab tak valid mana jata ha candle lower band ko touch na kar da ,yaha par jab price upper badn ka upar hotaha iska matlba hotaha bazar oversold ha .

    Click image for larger version

Name:	bolliner band.png
Views:	1
Size:	49.2 کلوبائٹ
ID:	12506552

اب آن لائن

Working...
X