Explanation of Trend
Dear members jab aap market mein trend ko learn krty hain, tu aapko ya idea milta hai kay market ki movement kis direction main ho rahi hai. No doubt Forex trading market mein jab aap movement ko judgement or measure krny ki try krty hain tu aapko ya idea milta hai kay market hamesha apni movement ko complete krny kay sath sath retracement levels ko b touch krti rehti hai. Market main 3 different types kay trend hoty hain, unki details following hain.
Uptrend :
Dear forex members jab aapko market mein Uptrend ko learn krty hain, tu ismein aapko yah information available hoti hain, kay market main prices regularly increase ho rahi hoti hain. Ya aik bottom line sa start hota hai or major resistance level tak touch krta hai. Is trend main aapko hamesha maximum advantages available ho sakhty hain.
Downtrend :
Downtrend basically aik eisa trend hota hai, jis main aapko price main downwards movement dekhny ko milti hai. Eisi situation main prices regularly basis per downwards movement kar rahi hoti hain. Jab market mein prices up position sa downwards movement kar rahi hoti hain, tu usko aap downtrend khety hain.
Sideway Trend :
Sometime market main kisi reason ki waja sa market main aapko bilkul bhi movement dekhny ko nahin milti hai. Jab eisi situation hoti hai kay market main bilkul na hony kay baraber movement hoti hai, tu usko aap sideway trend kaha jata hai. Eisi condition majn aapko trade leny sa avoid krna cheye.
Importance of Trend :
Dear members forex trading market mein trend aapka friend hota hai. Kunk agr aap trend kay against jaty hain, tu aapko bahut zyda nuqsan ho sakhta hai. Is liye aapko khabi bhi trend kay against ni jana cheye.