Trading kis time or kab karni chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kis time or kab karni chaiye
    Trading Kab karni Chahiye:


    Iss main Koi Shak Nhi K forex market 24 hour open rehti hain magar iss kah yeh matlab be nahi k 24 hour hum trading karta rahye.market 3simtoo main chalti hn.Uper,Nacha ye Side per.Market uper yeh necha chal rahe ho toh toh aap paise kama sakte han magar market side main ho toh trading karna bhot he zada mushakl ho jata hai aur iss surat mein bahut se logo kah loss hota hain yahan thk k unka account be wash ho jata hain humein chahiye k hum iss main iss suraat main trading karna sy parwaz karye.


    Forex market ko 3 bari markets main taqseem kiya gaya han.Jina session be kaha jata hain.
    Tokyo Session
    London Session
    New York Session

    3 Session k Opening or Closing Time Necha Chart main Wazan hota hai.

    Yeh Time Table april sy October thk Hota han.



    November Sy March Thk TIme TableYeh ho jata han.



    Aik Market k Close hona aur dusra market k Open hone ko Over leaping kehta hai.Pehle Time table main toh Tokyo 8 Bajaye Close hota hai jab se London 7 bajaye Open Hota hai.Iss aik hour main tokyo or London dono markets Open hoti han Or trading Bhot zada arooj per hoti han.iss tera londo 4 bjye Close hoti hn jabka New York 12 baje Open hoti hain.Inn 4 hour main trading zohroo per hoti hain.Humein chahiye k jab bhi hum iss main trading karye market ko acha sy samj laa analysis kar la phir he iss main trading karye thky humain iss sy acha fida ho sakiye or hum iss main aik acha trader ban sakiye iss main success hasil kar sakiye or iss business main mazeed kamyab ho sakiye

اب آن لائن

Working...
X