GAP in Prices
Dear aksr ham ny market me dakha hoga kay kisi bhi pair kay chart me 1 gap ban jata hay ye gap down be ho sakta hay aur up gap be ho sakta hay es ki waja ye hoti hay key market holidays me close hony ki waja se kesi time prices bahot zeyda movement kar leti hey, market close hony ki waja se ham es ko chart me real time me to nahi dake sakty magar bad me jesy hi market open ho jati hay ye gap hamy nazar ajata hay ye gap kesi be time new market session open hony key sath be a sakta hay zarori nahi key kesi holiday me hi ye nazar ajaye, market price agar koi other new market open ho jaye to be up de down ya down se bahot zeyda up ja sakti hay.
Reason for GAPs in Prices
Market me GAPs ki waja ye ho skti hy kay jab open hoti hai to bad dafa market ka kuch pairs main gap aa jata hai aur as gap nay apni us price ko dobra tach karna hota hai to ya ak acha time hota hai ap ko profit layny ka agher ap as wqt atni trading open karty hai to ap boht hi km risk main as trade say profit nakl sakty hai gap ya to up ki sorat main hota hai ya pher down ki sorat main lakn agher zyda gap ata hai jas tra 100 pip say 200 tak to us gap ko time lagta hai lakn market us price to tach lazmi karti hai chahya kuch din hi kay na lag jay as lay market open hony ka bad foran chak kar layna chahya ta ka ap as say fyda hasl kar saky jas trah aaj market open haoty hi gap aya hai ap as ko chak kar sakty hai. weekend pe ko koi high impact news hoti ha ya phr us country main koi halaat kharab hoty han jis ki waja sy market main gap hota ha par ye gap ap ko confirm profit data ha q k market jis side bi gap main open ho wahan sy trade lagany or take profit jahan sy gap start hua ha wahan da dan to humy confirm profit hota ha q k market gap clear karti ha par is pe ho sakta ha aik do din wait karna pary par profit confirm hota ha is ley jo trade lagany to us main stop loss or take profit istamal lazmi kren.
Financial Crises
Dear financial institutes aur bank aur kafi saray baqi institutes Saturday aur Sunday ko b currency ke trding kar rahy hoty hain. Lakin in dino mai broker kam nai karty hain warna currency ke exchange tu har din open rehti hai.
Aur prices move b hoti ha jis ke waja say prices ka oper aur neechay move karna kafi normal se baat hai. Kafi saray traders Friday ko market kay close time per trade open ke kay Market gap ko predict kar kay profit earning ke try b Karty hain lakin yeh bohot he risky hai aur traders ko cahiye ke iss ko avoid he Karin tu behtar hai.
Liquidity Involvement
Aksr okaat liquidity gap ka reason banti hai jab bhi liquidity market say zada yani kuch points py miss hoti hai to wahan market gap kr jati hai jahan py traders ki lot open nhi hoti keun ky apko maloom hona chye ky market ki movement ky leay liquidity ki zarorat hoti hai jub liquidity je na ho to market phr move nhi kr pati.
GAPs Pattern Strategy
Forex trading ma trader aksar gap ko observe karty hain. Ye gap kisi b waja sy ho sakta hai kahe bar market ma kio bad news hit karti hai or es waja sy market ma gaps produce ho jaty hain. Agr wo bad news recover ho jae to market ma gap b recover ho jaty hain. But agr bad news ka impact barhya jae ga to market fill ni kar paye gi balky ye enhance he hoty jyn gy. Kuch pairs or commodities bhot volatile hoty hain. En ma bhot sary gaps dakhny ko melty hain so trader ko chahe k news ko focus karyn or news ki nature ko samajny ki khosis karyn.