forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    risk ko kam karny k liye aap ko chahiye k aap apna volume size chota rakhy jitna volume size chota hoga utna he aap ko faida hoga aur aap ko nuksan b kam melega.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      salam bhai jan forex ma risk ko kam karne kay liye apko sab se pehle apni lalach se gurez karna hoga warna ap is daladal main phanste chale jaen gay aur apko nikalne wala koi bhi nahin hoga is k liye dear..
      • #723 Collapse

        forex mein agar ap ne risk ley liya aur loose mein ja rahay hain tu market jis tarf ja rahi us tarf loose walay volume se bara volume laga dey ap k liye better ho ga thankful for question
         
        • #724 Collapse

          forex trading k business main risk kam krny k lye ap ko capital zayada krna ho ga aur ap ko samajdaari se trading krna ho gi aur stragety ko b apna ho ga apny se aur time b zayada de aur new ko b use kry...
          • #725 Collapse

            Brother yeh baat bilkul such hai forex trading bohat he zaida risky business hai, or is mein risk ko kam kerne k leye hume sirf or sirf patience se work kerna ho ga tou profit khud ba khud ho ga, agr tou hum laluch na kare or kam lot size or leverage rakh ker trading kare tou hume losses bohat kam ho .
            • #726 Collapse

              forex main ham risk ko tab control krian gy jab ham market main trading kay wkt apny ap ko sahih mind kay sath kam krain gy ham aksr is bat main lagty rhty hian keh hamin profit ziada mily aisa na krain blkeh experince pr tawjah do phir profit acha ho ga
              • #727 Collapse

                jab ap is main expericne hasil kar lain ge is main apko practice ho gi tab ap kabi b is main loss nhi karain ge or ap ko greed or risk lanye ki zarooart hi nhi ho gi tab ap ek ache trader b ban jaye ge thanks
                • #728 Collapse

                  Mery khyal main forex trading main risk ko kam aisy kar sakty hay keh apny lalach ko control karen aur aik profit ka target rakh kar trade karen aur target achive kar kay trading close kr daini chahiey.
                  • #729 Collapse

                    agr ap chahtay hai k risk kam ho jaye forex business ka then ap ko first proper learning krna ho ga kiu learning se hi trading risk kam ho skta hai forex business risk kafi hai jis waja se aksar loss hota hai.
                    • #730 Collapse

                      Risk is the permanent feature of the Forex market and we can not remove the risk factor from Forex completely so the only thing left to us is that we must learn that how to deal with the risks, and how to earn the profit while staying inside risk.
                      • #731 Collapse

                        forex trading main risk ko sirf isi sorat main kam kiya ja sakta hai agar aap is k baray mian pori information raktay hain is say aap ka is main risk kam ho gay ja or aap ko is main profit hasil ho gi
                        • #732 Collapse
                          traderacnt4 سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

                          dear forex main risk lena to bohat ashad zruri hay ap baghair risk k iss main kamyab nahi ho skte iss liay apko iss business main ziyada se ziyada riks lena hunge tab ap kamyab hunge.
                        • #733 Collapse

                          baat ye hai k insan bara laalchi hai aur aksar laalach main aajata hai to aap ko chahiay k thora thora kr k earn karain yani k aap ko lot size kam lagani chahiay ta k agr loss bhi ho to thora ho
                          • #734 Collapse

                            Less risk high profit aap money management ki study kar kay implement kar sakty hain. Ye aik proper planning hoti hai agar aap let say bullish trend me buying karna chahta hain tu aapko apna order previous level ki base pe plan kar kay place karna hoga buying me or uska stop loss agar 30pips ka banta hai tu profit 90pips ka hona chahiay. Ye one third strategy hai jisko use kar kay aap risk ko kam kar sakty hain or profit ko maximize karty ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #735 Collapse

                              jab be market ka conforum pata ho ky up ya down jane he os waqat order lagya jy to es tara se risk ko kam kya jata he otherwise koe be soorat nae risk ko kam krne ke es le try ke jy to good or acha result improve hota he mgr try krne se he koch hasal hota he or melta he mgr loss se bacha jy to best hota he

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X