Parabolic sar in forex:
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic sar in forex:
    ASSALAM A ALAIKUM!

    Friends, Umeed hai ap sab kheriat sy hon gy. Forex Market mn kamyab trading karny ky liye forex ki basics, technical analysis, fundamental analysis, candlestick patterns or different indicators ky bary mn knowledge hasil karna bht zaroori hai. Knowledge ky sath trade kar ky ap 1 axha profit earn kar sakty hain. Yad rahy ky forex ki market bht risky market hai. Iss mn loss karny ky chances bht zyada hoty hain. Agar ap without knowledge iss market mn enter hon gy to ap ko loss ho sakta hai. Issi bat ko mady nazar rakhty huay hum aj Demo Account ky bary mn discuss Karen gy. Umeed hai meri information ap ky liye profitable hon gi.



    WHAT IS PARABOLIC SAR:

    Parabolic SAR indicator ko samjna zarori hota hai. Dear Parabolic Stop And Reverse (SAR) aik trend following indicator hai, jo kay price reversal ko identify karny kay liey istemaal kiya jaata hai. Agar koi trader Parabolic SAR ko sahi tarha sy istemaal karna jaanta hai to ess sy traders ko trend ke simt kat andaza hota hai aur ye matket main entry aur exit points kay liey madad karta hay aur is ky sath ye trailing stops ko place karny main bhe madad karta hai.Dear friends Parabolic Stop And Reverse ko dekhny kay liey chart par aapko series of dots ya dashes nazar aain ge, ye dot ya dashes aapko price action kay oper ya neechy trend kay mutabik nazar aain ge. Jab ye dono cross karty hain to es ka matlab hota hai kay trend khatam hony kay imkanaat hain aur hum apni positions ko band kar sakty hain. Parabolic SAR indicator ko samjkar trade krna as





    TREND INFORMATION

    Trend kay mutabiq trade krna aur iski change ki information hasil krna bahut hi zarori hota hai. Dear friends Jesy hi market price reversal ky qareeb jaati hy parabolic SAR price action ky nazdeek chali jaati hy. Jab price action aur parabolic SAR kay darmiyaan gap km ho jaata hy to is baat kay chances hoty hain ky trend change hony wala hy.Aur ye wakt behtareen hota hy ky apni long positions ko close kar diya jaay. Oper aap dekh sakty hain ky uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide hua. Aur jesa ky baki tamam indicators ko money management sy use karty hain is indicator k signal ko bhi bhout carefully istemaal kiya jey tb hi hmy achy advantages hasil ho sakty hain. Trend kay hisab sa trade krna hi faidamand ho sakhta hai.





    HOW TO TRADE WITH PARABOLIC SAR?

    Parabolic SAR indicator kay sath trade krny ka aik specific method hota hai. Dear friends Parabolic SAR indicator ki madad sy ham bhut achi Trading kar skty han aur acha profit hasil kar skty hain. Chart main jab first parabolic SAR banta hay to hamin market main entry ka signal melta hay,market main bullish trend chal rah ho aur wahan per aik log bearish candle banti hy aur parabolic SAR ko cross karti hay to hamin sell ka bhut acha signal melta hay ur next candle se ham apni entry ly kar acha profit hasil kar skty hain, es trade main hamin apna stop loss ko candle ky high price per set karna hy .hamin trade lgany main jald bazi nahi karni chay. Is indicator kay bahut zyda
    advantage hoty hain.


اب آن لائن

Working...
X