Currency ki Trading kaisa hoti hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency ki Trading kaisa hoti hain?
    Introduction:



    Assalamu Alaikum umeed karta hun Sab khairiyat the Honge thik Honge Jaisa ki Ham Jante Hain Forex Ek Aisa business hai jis mein Ham Dil Laga kar Agar Kam karen to Ek bahut Bade aur kamyab trader Ban sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham is mein Dil Laga Ke mehnat Karen aur trading Karen aur apne knowledge or experience ko gain Karte Rahen Jo Hamare Mushkil Waqt Mein kam a sakta hai Hamen chahiye ki is mein Ham dusre Logon ki madad kare Jo berozgar Hain.Humain iss main kam humesha mehnaat karna chaiye Joh humain iss main bhot he acha fida da sagta hain or hum iss main mazeed or agye jaa sagta hain.








    Currency ki trading Hamesha pair Mein hoti hai


    Forex trading Mein Jab Bhi trading Hoti Hai Ek Hi Waqt Mein Ek currency ko buy Kiya jata hai aur dusri ko sell Kiya jata hai Trading broker ke zariye hoti hai Currency pairs ko yah to buy Kiya jata hai ya FIR sell Kiya jata Jo currency strong Hoti Hai woh buy kii Jaati Hai Jo currency week Hoti Hai woh sell ki Jaati Kisi currency ki stronger weakness ka andaza is Mulk ki paidawar se Lagaya Ja sakta hai currency pairs ko 3 types mein taqseem kiya gaya hai.

    1-Major (Jis main aik currency American Dollar ho) For Example:" USD/EUR , USD/GBP , AUD/USD, NZD/USD, USD/CHF, USD/CAD, USD/JPY

    2-Cross(Jismain Koi be Currency be American Dollar na Ho) For Example: JPY/NZD, JPY/CAD,EUR/GBP, EUR/JPY, AUD/NZD etc.

    3-Exotic (inn main taraki pazer Countries ki currencies hoti han.) For Example: USD/HKD,USD/SEK,USD/DKK,USD/NOK,USD/ZAR,USD/SGD etc



    Last edited by ; 13-02-2022, 03:34 AM.

اب آن لائن

Working...
X