What Is a Stop-Loss Order?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is a Stop-Loss Order?
    Assalamu Alaikum Forex members omid have sab theek Honge aaj ka Hamara topic I stop loss order per stop loss order kya hai Iske bare mein Aaj Ham baat karenge.


    Click image for larger version

Name:	download (2).jpg
Views:	1
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12504010




    What is a stop loss order?



    Stop loss order Ek Aise order has Jo Ham please karte hain broker ko bi aur salad Mein security ke liye Jab Ham price ko opposite Ja Rahe Hote Hain To Hamen stop loss order ko please karna padta hai jisse Hamen account wash hone se baith sakte hain ya Jyada heavy loss hone se bacha sakte hain. Stop-loss Hamen decide karvata Hai Taki limit limit Rakhe aur investor ko loss ki option Se Dur Rakhe Taki vah aapko difficult tarike se stop loss limit Ka Tarika bhi batata Hai Iske alava stock of all Karta Hai stock price aur order Karta Hai become order market ka aur Taki aapko next available price pata chal sake example ke Taur per trader ko bhaiya stock Deta Hai place mein stop-loss mein order karte hain 10% below may purchase Karta Hai price se lekin Agar vah stock drop Vada hota hai to stop loss order active kar dete Hain Taki aapko salt ho sake market order.



    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12504009



    Mostly investor associate stop loss order ko long position Mein lete hain aur protect karte hain short positions ko Taki vah security ko baithak kar sake aur bahut acche tarike se price define Karte Hain.




    Key takeaways:


    stop loss order specific to a talk broad karta hai jo ki bahut jyada specific price ko Deta Hai knowledge stop loss price.
    Agar Ham dekhte hain stop plus price Ko To Hamen order place karna padta hai market Mein Taki Ham execute kar sake next available opportunity Ki Tarah.
    Bahut se Kaisi ismein aisa hota hai ki Ham market Mein stop loss order ko use karte hain aur investor ko loss hota hai Jab Ham iski price ko security drop kar rahe Hote Hain.


    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	7
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12504011



    Understanding stop loss order:



    Click image for larger version

Name:	download (1).jpg
Views:	4
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12504012


    trader or investor choose karte hain stop loss order protect karne ke liye price ki thankyou profit Hasil kar sake Agar remove Kare Apne usko to order Nahin Le sakta aur bahut acche tarike se execute Karta Hai market ko stop continue karne mein aur fall ko Dekhne Mein Taki market order place kar sake Iske alava stop loss order Hamen target Deta Hai Taki Ham price fall ko block kar sake stock price se aur ham order Ko Main Bhi not execute Karen due to the value ko Dekhte Hue limit Patel order Main.

    Inventor ko Hamen bahut acche tarike se dekhna padta hai Taki Ham stop loss order ko acche tarike se trailing stop kar sake aur acche tarike se order ko Dekhte Hue stoploss ki price ko fix Karen specific dollar amount Hasil Karen lekin Agar Ham is ko acche tarike se acchi percentage Mein Nahin Dekhte to dollar amount block kar Jati Hai Hamari market price se.



    A real world example of a stop loss order:


    Ek trader by Rota Hai hundred percent share Karta Hai xyz ko aur use Karta Hai $100 aur set stop loss order Karta Hai $90 per To Hamen decline ki Jaati Hai fuel price ko few weeks Mein and fall hota hai block Karta Hai $90 per traders top dollar stop order execute Karta Hai position ko aur salt Karta Hai $89.95.


    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	3
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12504016
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What Is a Stop-Loss Order?

    Stop Loss


    Forex Trading k dowran ye zarori nahi hai k aik trader hamesha munafa main hi rahega, bulkeh bohut sare aise trades lagagatr bhi a jate hen, jinn me traders ko loss hota hai. Trading k dowran loss ka hona aur fitri baat hai aur traders ko iss k leye tayar bhi hona chaheye. Jab bhi trading k dowran loss hota hai, to ye loss aik khas had tak mehdod hona chaheye, iss k leye price chart par aik khas position par stop loss set kia jata hai. Ye stop loss ziada loss se mehfoz banata hai aur trades ko bohut ziada loss me janne nahi deta hai. Forex trading main aik normal stop loss hota hai, jiss ko trade k dowran hi put kia jata hai, jab dosra aik stop loss trades k munafa k sath agay agay chalta bhi hai, jiss ko trailing stop loss kaha jata hai. Stop loss ki tafseel darjazzel hai:

    Click image for larger version

Name:	download (20).jpeg
Views:	1
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12368042

    Trade Stop Loss


    Forex trading me trades k loss ko kam karne yani aik makhsoa level se agay na jane k leye stop loss ka istemal kia jata hai. Stop loss ki madad se trader apne loss ko account k risk k hisab se manage karta hai. Trades open karte waqat stop loss ka istemal bohut aham hai, jisbko risk-reward ratio k mutabiq set kia jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (225).jpeg
Views:	2
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12368043

    Trailing Stop


    Trailing stop loss ki wo qisam hai jis me traders k sarmaye k profit ko loss me na jane k leye put kia jata hai. Jab bhi aik trader kisi khas position pe market me entry deta hai, to wo us k sath hi take profit aur stop loss ko bhi select karta hai. Jab bhi trade peofit me jati hai to us waqat stop loss bhi profit k pechay pechay utni hi faisele pe move karta hai. Lekin trade k loss me jane se stop loss move nahi karta hai. Is ka basic maqsad ye hai k jo trade munafa me hota hai, wo wapis loss me na jaye aur trade profit me hi close ho jaye.

    Click image for larger version

Name:	download (63).png
Views:	13
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12368041
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What Is a Stop-Loss Order?

      What is a Stop Loss:
      Trading main loss se bachne k liye forex main stop loss ko use karte hain our forex trading main stop loss ko use karne se hum mazeed loss se bach sakte hain our forex trading main hamara bonus account bhi wash hone se bach sakta hai our forex trading main achi trading k liye hamein trading money management k sath karni chahiye our forex trading main stop loss k sath sath hamein trading main take profit ko bhi use karna chahiye jiss se forex main hum achi trading kar sakte hain our forex main hum acha profit bhi hasil kar sakte hain our trading main hamara bonus account bhi increase ho jata hai forex trading main hum stop loss ki mazeed wazahat hum exaples k zariye karte hain.
      Example of Stop Loss:
      Forex market main hum aik pair le lete hain our use select kar dete hain our phir usk bad hum pair ko buy ya sell karte hain our forex main trading se pehle means jab hum pair select karte hain tab hum stop loss use karte hain our forex trading main jab hum pair ko sell ya buy kar dete hain usk bad bhi hum stop loss laga sate hain our aik ache trader k liye zarori hai k forex trading main woh stop loss ko lazmi use karen our stop loss ki explanation hum mazeed graph k zariye karte hain.
      Graph 1:

      Explanation:
      Jaisa k graph diya gya our sab kuch dekh sakte hain hum our graph main hum order lete hain our forex chart patteren main hum aik pair le kar use select karte hain our us waqt forex trading main hum us pair par stop loss ko use kar dete hain our bad main hum us pair ko select kar buy kar dete hain our loss se bachne k liye trading main hamare liye stop loss our take profit ko use karna bahut hi zarori hai our jis se hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai our aik ache trader bhi ban sakte hain.
      Graph 2:

      Explanation of Graph 2:
      Kabhi forex trading main jab hum pair select kar dete hain our jab hum pair ko buy ya sell karte hain to market usk opposite bhi chali jati hai our forex trading main jab hum pair par stop loss laga dete hain to forex main hum aik mehdod loss par hamari trade stop loss k zariye close ho jati hai our jis se forex main hum mazeed loss se bach jate hain our hamara bonus account wash hone se bach jata hai our agar trading main hum stop loss use nahi karte hain to market k opposite hone par hamari trade musalsal loss ki taraf ja sakti hai jis se forex main hamein zyada loss ho sakta hai our hamara bonus account bhi wash ho jata hai isliye trading hamein soch samjh kar start karni chahiye.


      Last edited by ; 11-02-2022, 04:03 PM.

      اب آن لائن

      Working...
      X