HEDGING ke benefits aur nuqsanat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    HEDGING ke benefits aur nuqsanat
    Explanation

    Forex Trading me reversal strength ko maloom karne k liye pehle achi candlestick pattern pe tarah karni chahiye aur sahi se chart pattern read karna chahiye. Wear to mere khayal me sabse best trading strategy hedging strategy hai.

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	5
Size:	9.5 کلوبائٹ
ID:	12503974

    Hedging strategy

    Forex trading me hedging strategy bohut hi ziada aam hai aur jin traders ko forex trading k bare me ziada information na ho to wo forex trading me hedging strategy ko hi ziada prefer karte hen. Forex trading me hedging strategy me hum do (two) trade enter karte hen aik hi waqt me, lekin dono trade aik dusre k opposite side pe. Agar aik trade hum forex trading me buy karte hen to dosra trade sell karte hen. Forex trading me hedging strategy is waja se traders specially new traders, q k is me risk bahut hi kam ho jata hai. Forex trading ki hedging strategy ko hum forex trading me aksar ziada tar market ki sideways movement me istemal karte hen. Sideways movement me market ki straight movement hoti hai aur resistance and support level aik dosre k qareeb hoti hai. To jab bhi market me price resistance level tak chali jati hai trader buy wali trade ban karte hen aur jab market ki movement support level ko pahunch jata hai to us waqt wo sell ki lot close karte hen. To traders ko small small profit me jyada munafa milta hai.

    Hedging strategy benefits

    Forex trading me hedging strategy se hum forex trading me bohut manafa hasil kar sakte hen, jab hum market me is strategy ka istemal karte hen to is se hum market ki dono side pe profit hasil karte hen. Hedging strategy me risk bohut kam hota hai agar market ki movement kisi aik side pe breakout ho jati hai. Hedging strategy hamen bagher knowledge aur experience k kar sakte hn. Jab bhi market sideways movement hoti hai to us waqt hum market hedging strategy ka istemal karke bahut benefits hasil kar sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	Forex-Hedging-Dual-Grid-Strategy-Trade-Example-2.png
Views:	2
Size:	111.2 کلوبائٹ
ID:	12503975

    Hedging strategy drawback

    Jahan pe hedging strategy ki benefits ziada hen lekin is k drawback bhi hongay. Forex trading market ki movement ka koi waqt nahi hota hai, agar hum hedging se kisi aik top upper side ya top bottom side pe koi trade koh stop karte hen lekin market usi side pe breakout ho jati hai to is se hamen ziada loss mel sakta hai. Hedging strategy me agar market ki movement breakout ho jate hen aur hamare trade opposite side pe hote hen, to is se hamen na to loss hota hai aur na hi profit melta hai aur market ki movement same trading se chalti hai. Hedging strategy me experience aur knowledge nahi hota hai to is waja se is me hamen na to exact support level ka pata hota hai aur nahi resistance level ka, is waja se hum to the point profit gain nahi kar sakte hen.

    Instaforex aur Hedging strategy

    Forex trading me Instaforex brokers k bonus account me hedging strategy pe pabandi hai. Hedging strategy se hamare pas koi knowledge aur information hoti hai aur na hi is me koi experience chalti hai, to is waja se instaforex me hedging strategy ka istemal mana hai. To ap sub members se guzarish hai k instaforex k bonus account pe kabhi bhi hedging strategy aur scalping strategy pe pabandi hai. Apne account ko neat and clean rakhen.

    Click image for larger version

Name:	GBPCHF___Hedging_Range_Trade_1172077259223_body_2007-02-20_2.gif
Views:	2
Size:	40.2 کلوبائٹ
ID:	12503976

اب آن لائن

Working...
X