Assalamu alaikum Dear members umeed krta hn dosto is se apki knowledge main izafa ho ga aur ap forex trading success hasil kr pao gy. qk dosto forex trading ik aisa business hai jis main experience aur knowledge na ho to ap faida hasil ni kr sakte isliye forex market ko smajhne k liye candlesticks pattern aur chart patterns py study krni prti hai jis se hamain Market ki movement ka andaza ho jata hai aur ham best point se entry ly kr apne trade ko profitable bnate hain to dosto aj aise pattern k bary kuch information share krne wala hn jis se faida hasil kr sakte hain.
TOWER TOP CANDLESTICK PATTERN :
Han ji dosto tower top Candlestick Pattern 3,4,5,6, ya 7 candles se mil kr banta hai. dosto ye ik bearish reversal trend pattern hota hai jo k dosto market ki high price area k top pr banta hai pattern main majood pehli candle aur akhri candle ik tower k manind nazar ati hain is waja se dosto isko tower top Candlestick pattern kaha jata hai tower top candlestick pattern bullish trend k bad wajood main ata hai jis k bad price k down any k chances ziyada ho jate hain.
IMPORTANCE POINT OF TOWER TOP CANDLESTICK PATTERN :
han ji dosto tower top Candlestick pattern k liye market main pehle se bullish pattern ka hona zarori hai pattern main pehle dosto ik bari green bullish real body wali candle hoti hai ziyada tar ye candle marubozu ho sakti hai j k market ki upward tezi ko dikhati hai. is pattern main bari bullish candle k bad 1 2 3 ya 4 5 candle b ho sakti hain white choti ya doji ya star candle b ho sakti hai ye candles green b ho sakti hain aur red b ho sakti hain ye dono mix b ho sakti hain. ye candles market k pause hone ki taraf ishara krti hain aur akhir main phr ik bari real body wali red candle banti hai jo k darmiyan wali sari candles se bari aur pehle wali green candle k barabar hoti hai ye candle dosto market k downtrend shuru hone ka signal deti hai. dosto pattern ki pehli bari candle ko left tower aur akhri bari candle ko right tower b kehte hain.
TRADING WITH TOWER TOP CANDLESTICK PATTERN :
han ji dosto tower top Candlestick pattern ik reversal pattern hai aur ye ziyada tar high price area ya ziyada qeemton wale ilaqe main banta hai is waja se hamare liye moqa hota hai is pattern ki alhri candle banne k bad ham market main sell ki entry ly sakte hain aur dosto trend reversal ki confirmation k liye hamain wait krna chahiye akhri bearish candle banne k bad hamain next candle ka w8 krna chahiye aur us se agly red candle banne ae bearish trend confirm ho jata hai aur ham is main trade ly sakte hain is main stoploss higher candle ki opening se thira upar rkhna chahiye aur take profit ap apni marzi se kahen b rakh sakte hain.