Definition of Coppock Curve indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Definition of Coppock Curve indicator
    Hello friends aaj main aapke liye bahut hi achcha topic lekar I hun Bade Karti hun kya aapko Mera topic samajh jaega To Chali Ham Apne topic per baatHello friends aaj main aapke liye bahut hi achcha topic lekar I hun Bade Karti hun kya aapko Mera topic samajh jaega To Chali Ham Apne topic per baat karte..

    What is Coppock Curve indicator:
    Dear Friends, coppock curve indicator Forex me market kay trends ko analyse karnay k liay bht useful ha, ye strategy trader ko trend ki present state aur us k low honay ka andaza laganay k liay mufeed hoti ha, ye trends k terminal points maloom karnay k liay acha indicator ha, trend k end k baray ma accuracy new trend k start ma bht advantage dati ha.
    Click image for larger version

Name:	images (20).png
Views:	4
Size:	31.9 کلوبائٹ
ID:	12502714

    Trading Strategy:
    coppock curve indicator ky zariay ham previous swing high aur low par trend line aik slope ki surat ma zahir kartay hain, jo us waqt tk rehta ha jb line breakup na ho aur new position open na ho, is indicator sa ziada log wakif nhi hain q k iski information bht km online hain jaisi RSI, MACD aur Stochastics k baray ma mojood hain, is indicator ma 2 main tools hotay hain aik TD trendline jisay hm demarks trend line b kehtay hain aur dusra TD sequential jisay demark sequential b kehtay hain....
    Click image for larger version

Name:	images (21).png
Views:	8
Size:	33.3 کلوبائٹ
ID:	12502715

    Working this indicator:
    Es ma basicaly 2 lines hoti hain jin ma pehli ya upper wali bearish hoti ha jo bilkul kareebi price actions k top sa guzarti ha, dusri ya lower line bullish hoti ha jo recent bottoms ko connect karti ha, is k bad trend lines k break ka wait karain aur break down candles k kareeb hmain buy stop ya sell stop ka pending order lagana chaiay, tp k liay hmain pichli swing high aur low mind ma rakhna chaiay, is ma trailing stop b use kia ja sakta ha aur achay profit k liay isay high aur low k peechay place kar saktay hain, ye aik acha indicator ha jo hmain trend ki achi indication provide karta ha isko 15 minutes ya is sa high time frames ma use kar k achay results hasil kar saktay hain. Ye kisi b currency or commodity par implement kiya ja sakta hai. Mazeed ye k es ma kio b indicator involve ni hota ye serf drawing trend line par base karta hai.

اب آن لائن

Working...
X