Introduction:
Assalaam o Alaikum.
Dear friends!
Mairay knowledge k mutabik forex market main trading kartay huway traders tab he aisi soch k sath overtrading ka shikaar hotay hain jab unk pass market main samjhnay ki koi khaas ability nai hoty hai, wo market main kaam to kar rahay hotay hain laikin unka mined emotions aur greed say work kar raha hota hai k jitna jaldi ho jaye aur jitni big lots ka use kar liya jaye earning milni chaye sirf isi wjaha say traders ko overtrading ka samna hota hai. Overtrading k baray main ham mazeed discuss kartay hain k aisa traders ko q karna parta hai aur aisa karnay ki wajuhaat kia hoty hain jo k sab kuch darj zail main hain agar ham chand aik in rules ko follow kartay hain to ham market main overtrading say avoid kar saktay hain aur is say honay walay loss say bhi bach saktay hain.
Reason of overtrades:
Dear friends!
forex trading k douraan bahut saray aisay factors hotay hain jinko follow kartay huway ham market main kuch management k sath trading karnay say profit hasil kartay hain laikin agar ham market main is soch aur aisay behave k sath kaam kartay hain k hamain 2 din ki trades ko sirf 2 hours say he sab kuch hasil karna hai to ham trading k douran ziada say ziada lots ka use karaingay jis say hamaray stop loss hit hongay aur ham earning ki bajaye loss pay loss kartay hwuay market sat kuch bhi hasil nai kar sakaingay is liye agar ham in baaton say apnay mined ko set kartay hwuay kaam kartay hain to ham overtrading say bach kar kamyab ho saktay hain.
Solution to avoid overtrade:
Dear friends!
Agar ham forex trading k douraan overtrading say avoid karatay huway kamyabi chahtay hain to mairay knowledge k mutabik har aik traders k liye yeh best hai k wo sab say pehlay aik perfect trading plan bana kar market main entry lay jis say ham apnay target k hisab say market main entry aur exit laitay hwuay overtrading say safe reh kar kaam kar saktay hain .
1. Big loss k baad hamain trading ko break karna haye.
2. Kbhi bhi sara din trading nai karni chaye.
3. Trade k liye aik mukammal trading plan hona chaye.
4. Profit aur loss k liye aik limit honi chaye.
In rules ko follow kartay huway ham overtrading say safe reh saktay hain.
Shukrya.