Introduction:
Assalaam o Alaikum.
Dear friends!
Mairay information k hisaab say ziada tar traders forex market main trading kartay huway support aur resistance level k false breakout k trap main fall ho jatay hain, false breakout market k consider main say hota hai qk yeh trading k douraan chart pay iski breakout ko show karwatay huway traders ko loss dilata hai, jis say ba khabar rehna har aik traders k liye bahut ziada zaruri hota hai. False breakout price ki support aur resistance levels ko breakout karnay ki attept hoty hai, laikin iska breakout na honay ki wajha say price bounce return hoty hai aur isi time main kuch traders yeh samjhtay hain k price support ya resistance levels ko break karny main succes ho rahi hai aur isi time main traders ki entry unko bahut barray loss main daal daity hai. False breakout k trap ki wjaha say jin traders k micro accounts hotay hain unka washed hona posible ho jata hai jis say aware rehnay k liye sirf aisay he traders aware rehtay hain jo market main emotions aur greed ko control kartay hwuay kaam kartay hain aur market main breakout k baad confirmation tak ka wait kartay huway trades ko open kartay huway acha profit hasil karnay main success hotay hain.
Identification:
Dear!
Jab chart pay price kisi major level k kareeb close hoty hai to ziada tar traders sirf isi mistakes aur soch ki wajha say market main aik big risk k sath entr ho jatay hain k ab sure price is level ko close karnay main success hoge laikin usk baad price retun hona start ho jaty hai jiski wjaha say traders is trap main fall ho jatay hain aur unko big loss hona start ho jata hai. forex chart pay kaam karnay ki yeh aik perfect trick hai jisko follow kartay huway ham false breakout say save reh kar loss say bhi save reh saktay hain aur acha profit bhi bana saktay hain. False break ki identification yeh hai k wo kisi major level ko break karnay k baad same he time main reverse ho jata hai jisk liye traders k liye yeh best hai k wo big time frame k sath is fake breakout ko recognize karnay ki koshish kiya karain.
Awarness from this false breakout:
Dear!
forex market main trading kartay huway bahut saray traders is trick pay amal kartay hwuay false breakout k trap main entr honay say bach saktay hain. Trading kartay huway jab kisi major level pay price break karty hai to hamain us wakt bhi patience ki zarurat hoty hai agar price breakout honay k baad kuch hours tak stay karty hai to ham yeh samjh aur clear kar saktay hain k yeh aik real breakout hai aur agar price breakout k baad return hona start karty hai to wo false aur fake breakout hota hai, jisk liye zaida aur bhi zaruri hai k ham chart ko H4 aur D1 k time frame say analysis karain aisa karnay say traders market main kam say kam loss k sath acha aur permanent profit hasil karnay main success ho saktay hain jo sab k liye zarurihai.
Shukrya.