pullback and breakout trading strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pullback and breakout trading strategy
    pullback/breakout strategy


    mesal kay tor par currency pair aik stable period say guzar raha hey aik bar jab yeh bher ya limit say nekal jata hey to aik trader breakout open karnay kay haq mein hota hey or dosra pullback ka intazar karta hey phir woh trader hey jo keh position kay size ko increase karnay kay ley break out or pullback 2no tarekon ka intazar karen gay or jab trading on kay haq mein ho rehe hote hey yane breakout par trade ka aik hesa darj karen jaisay hum nay recently breakout trading mein hota hey or phir breakout kay bad pehle pull back mein position mein ezafa karen

    es point k apnanay ka faida yeh hey keh position ko risk ya reward ke behtare par profile karen jab keh break out trade profit mein hey or pullback trade mein aik r hesa shamell kea ja sakta hey negative pehlo ko barkarar rakhnay kay ley profit ezafay ke position mein yeh behtareen tareka hey



    breakout/ pullback entry;


    breakout entry kay bad pull back ke entry mein hona zaroore hota hey entry mein opposite hona zaroore hota hey mesal kay tor par nechay ke taraf janay wallay trend mein faida hasell karnay ka aik dhos pull back ho sakta hey aik bar jaisa keh breakout / pullback tarteeb ka moamlla tha aap trade kay dosray hesay mein entry ho saktay hein jab keh pehla hesa profit hota hey
    Click image for larger version

Name:	Becoming-a-Better-Trader-Maximizing-Breakout-and-Pullback-Strategies-PRtech_body_breakoutpullbac.png
Views:	2
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12502432


    risk management


    jaisa keh pehlay bean kea ja choka hey keh setups say faida hasell karnay kay ley risk reward profile ko increase karnay ka chance dayta hey or baz sorton mein aisa he hota hey paisay mein rehtay hovay jetanay walon ko increase kar kay or dono entries ko alag alag kar kay apnay aap ko es position mein lanay ke koshesh kartay hein jab keh ap galat hon to sahi or chatay size ke trading mein hon kese bhe trading mein entry ka size trading mein mokhtalef ho sakta hey aam tor par aik kesam ka pasan kea jata hey or trader ko risk management ke strategy ko follow kartay hovay 1:2 risk reward ratio ko lago karna chihay jes say ache earning kay sath sath account save rahay ga

اب آن لائن

Working...
X