Explanation of Aroon oscillator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of Aroon oscillator
    Introduction

    Aroon oscillator Hamen market ke bare mein signal provide karta hai ki market Mein uptrend start hone wala hai bahut se trader aur an oscillator indicator ko istemal karte hain aur market se acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aroon oscillator indicator market mein bahut diya tha important indicator hota hai Hamen isko acche tarike se Samajh Kar apni trade Mein iska istemal karna chahie Taki ham isase acchi kamyabi Hasil kar sake aur accha profit Hasil kar Saken

    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	4
Size:	31.9 کلوبائٹ
ID:	12502313

    Identify Support and Resistance

    Aroon oscillator indicator Hamen sports aur resistance level ke bare mein bhi information provide karta hai yah bahut hi simple strategy Hai Ham isko easily samajh sakte hain Hamen is ko samajhne Mein Koi Bhi problem Nahin Hoti Agar hamare pass Iske bare mein knowledge Nahin hoga to Fir Hamen market mein problem ka Samna karna pad sakta hai isliye Hamen aur an oscillator indicator ke bare mein Achcha knowledge Ka Hona bahut Jyada important Hota Hai Hamen technical analysis ka istemal karte hue Hamen market mein bahut hi acche tarike se kam karna chahie Kyunki Forex trading ki market Ek risky market hai agar Ham ismein careful hokar Kam Nahin Karenge To Hamen is business Mein loss ho sakta hai jisse loss ko recover karna Hamare Liye difficult ho jata hai Hamen ismein Hamesha active Hoga Kam karna chahie aur Soch Samajh Kar kam karna chahie jaldbazi se avoid karna chahie

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	4
Size:	64.8 کلوبائٹ
ID:	12502314

    Aroon oscillator working process

    Aroon indicator ko bhot sary trader trade open karny k lae use karty hain. Ye market trend ko find karny ma bhot reliable samja jata hai. Jb aroon oscillator zero line sy above move kar jae to eska matlab hota hai k aroon up aroon down ko above sy cross kar rha hai. Ye trader ko signal provide karta hai k market ma uptrend start hony wala hai. Jb oscillator zero sy below move kar jae to es ka matlab hota hai k aroon down aroon up ko below sy cross kar raha hai. Es time par trader ko ye signal deta hai k market ma down trend start hony wala hai. Jis trader ko aroon oscillator ko use karna ata hai wo easily market ka trend find karny ma kamyab ho jata ha

    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	8
Size:	24.7 کلوبائٹ
ID:	12502315

    Additional Note

    Jis trader ko es indicator ki kio knowledge ni hai usk lae problems barh jati hai k wo kis time par kon si trade ko prefer kar sakta hai. Trader ko pata chal jae k es time buy ki ya sell ki trade open karni hai to uska adha kam ho jata hai.

اب آن لائن

Working...
X