Bullish and bearish harami candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish and bearish harami candlestick pattern
    Assalamu Alaikum
    Dear forex member ummid krti hain sub kharyt sy hn gy or mahnat say apna work krrhy hn gy hmy kamyabi Hasil krny k ly mahnt sy kam krna hota jesa k ap janty h hmy weekly bounce k ly hmy achi post share krni chaye jitni achi post ho gi itna hi hmra knowledge gain ho hmri daily ki three post ko share krny ka trget h agr hmri 3 post approve ho jy yu hmy bounce b acha mlta h chlty hm aj k topic ki trf

    Bullish important point

    1. Yeh Downtrend Ka agahaz karta hai
    2. Pehli candlestick bari aur bearish hoti hai
    3. Bearish candlestick kay baad us sy qadry choti bullish candlestick banti hai
    Click image for larger version

Name:	bullish-harami-pattern_body_Bullishharamiexplained.png.full.png
Views:	14
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12502215
    Bearish harami candlestick
    Bearish Harami, two bar ka Japanese candlestick pattern hai, jo batata hai, k prices jald he downside move kar sakti hain ye pattern aik lambi white/bullish candle p mushtamil hota hai jis k bad aik choti c black candle hoti hai Second candle ki opening aur closing prices, pehli candle k under majud honi chaiye Bearish Harami ki tashkeel sy pehly aik uptrend hota hai

    Important points of bearish harami
    . Bearish haramicandlesticks ka aisa chart hai, jo bull price movement main reversal ko indicate karta hai

    2. Ye aam tor p price main thori kami ki taraf, yani black candle ki taraf ishara karta hai Jo k pichly aik ya do din sy di gyi activity ki uper ki qeemat ki movement main shamil ho sakti hai

    3. Traders technical indicators, jasa k Relative strength index aur stochastic oscillator, jis main bearish harami hai, kamyab trade k chances ko barha sakty hain

    Click image for larger version

Name:	downloadfile-3.png
Views:	2
Size:	65.3 کلوبائٹ
ID:	12502218
    How to trade on harami pattern
    Harami Candlestick patterns 2no bullish aur bearish signals muhaiyyah karta hain aur yeh signal candlestick pattern kay zariye pehchaany ja sakte hain kay bullish hain ya bearish. Neechy dono pattern ke tasaveer aur details main aap kay sath share karne jaa raha hun jis main ye pattern aap clearly dekh sakte hain.

    Price action
    Dear members, jab prices Harami pattern main dosri candle sy nechy break hoti hain, to aik short position li ja sakti hai Ye Harami candlestick sy thora nechy stop-limit order dy kar kia ja sakta hai, ye un traders k lye ideal hai, jin k pass trade dekhny ka time nhi hai Traders k risk ki bhuk ko dekhty hue, stop-loss order Harami candlestick k uper, ya white candlestick k uper rakha ja sakta hai Profit ka target set krny k lye, support aur resistance k area ko use kia ja sakta hai
    Dear members, agar hum is pattern ko better understand kar lain aur is k sath dosry indicators bhi use kar lain, to achi trade kar sakty hain aur loss sy bach k acha profit earn kar sakty hain Taham, is pattern main better trade karny k lye dosry market indicators ka use lazmi karain Is tra is ki efficiency mazeed increase ho jaye ga

اب آن لائن

Working...
X