forex member umeed krta hon ap sab khariyt say hon gy or mehnat say kam kar rahy hon dear forex member forex pay ziyda sqy ziyda learning karain kamiyabi hasil ho giii. Or ap log kamiyab member ban sakty hain dear forex member ajj 8k or new topic kay sath aya hon jo bhot important h to chlta hon ajjj kay new topic ki tarf. florex main lot size basically hai kia aur hume kitna lena chahye taa k hume profit ho aur hum loss se bach skaian.
Lot size
Dear forex member Forex main trading ik specific amount main ki jati hai jesy lot kehty hain ya basically currency units ki tadad jo ap khareedy ya sell karty hain.
“Lot” ik unit hai jo laain daain ki raqam ki pamaish karti hain.forex main lot different size k hoty hain un main se hum choose karty hain ka kitna hume lagana chahiye ta ka hume profit ho aur loss se hum bach sakain. Kamyab traders ko chahiye k wo sahi lot size ko choose karay. Sometimes trend up aur confirm ho to traders bagair sochy samjhe apne balance se zada lot ki trade ko laga laity hain jis se agr price ulat ho jaye to in ka balance sara harm ho jata hai is liye hamesha balance k according lot ko lagana chahye.
Forex trading me aik standard lot 100,000 base currency units par mushtamil hota hai. For example, agar EURUSD currency jore ka current rate 1.1845 ho, to aap ko 1 lot position open karne k leye 118,450 base currency units chaheye hongay. Is ka matlab hai k aap ko 100,000 euros chaheye hongay 118,450 US dollars buy karne k leye.
Base currency wo currency hoti hai jo dosri currency k leye buy ya sell ki jati hai. Ye hamesha quote currency se pehli ati hai. Yani aik currency jore ki pehli currency "Base currency" aur dosri currency "Quote currency" hoti hai.
For Example: Agar GBPUSD currency jore 0.01 lot se trade karna ho, aur jore ki current rate 1.30455 ho, to aap ko 1304.55 dollars chaheye hongay 1000 GBP khareedne k leye.
Isi tarah se EURAUD currency jore pe agar 0.01 lot se trade karna ho aur jore ka current rate 1.60635 ho, to aap ko 1606.35 AUD required hongay 1000 EUR khareedne k leye.
1 Standard lot size k base currency k 100,000 units ki value dosre mutaleqa (quote) currency hote hen. Dosre stocks jaise metal, energy waghera k leye units badal jate hen, jaise gold ko Once me measure kia jata hai, jab k oil ko barrel me.
4 types of lot size in forex trading
Nano lot
Micro lot
Mini lot
Standard lot
What is nano lot size in forex trading
Nano lot main 0.001 lot hota hai aur 100 units of currency hoti hai. Forex trading main nano lot ko kum he dekha jata hai lekin ye zada flexible hota hai.agar ap ki strating hai forex main to ap ko chahiye k ap nano lot use karain kyu k ye bahut acha hai is se ap baray loss se bach jaian ga.
Micro lot size in forex trading
Dear forex member Micro lot main 0.01 lot hota hai aur 1000 units of currency hoti hai.micro lot size ik small lot hota hai nano to bahut he kum hota hai liken micro ko trades use karty hain ta k loss ko kum kiya ja sake.Aik micro lot size (microlot) me standard lot k 0.01 ya 1,000 base currency units hote hen. Micro lot size mini lot size ka 10% jab k standard lot size ka 1% banta hai. Is me trader 1,000 base currency units me trading kar sakta hai,is waja se is k leye mini lot se bhi kam volum ki zarorat hoti hai.
Mini lot size in forex trading
Dear forex menber Mini lot main 0.1 lot hota hai aur ye 10,000 units of currency hoti hain. Mini lot jo hai ye new traders ka liye bahut acha option hai aur mostly traders is ko use karty hain taa k apni forex position ko behtar kar sakain.Aik nano lot size (nanolot) me standard lot k 0.001 ya 100 base currency units hote hen. Nano lot size micro lot size ka 10%, mini lot size ka 1% jab k standard lot size ka 0.1% banta hai. Ye sab se small lot size hai, is waja se is k leye sab se ziada kam sarmaye ki zarorat hoti hai. Nano lot size me 100 base currency units me trade ki ja sakti hai.
Standard lot size in forex trading
Dear forex member Standard lot min 1 lot aur 100,000 units of currency hoti hain.standard lot ko wo trades use karty hain jo risk management ko achi tara samjhty hain aur mostly traders is ko use nahi karty hain kyu k is ka liye acha capital hona bohat zaroori hai.Standard lot size aik broker k trading k leye faraham karda sab se ziada mumkina muahede ka size hai. Standard lot size me 100,000 units hote hen. Yani agar EURUSD ka current rate 1.23456 ho to 1 standard lot size k mutabiq 100,000 EUR khareedne k leye 123456 USD ki zarorat paregi. Standard lot size ko mazeed chote sizes me taqseem kia jata hai, jo k mini, micro aur nano lot size ban jate hen. Forex trading me sab se ziada 100 standard lot size tak hi aik trade open ki ja sakti hai.
Maximum lot aik transaction k leye lots ki maximum tadad hai,
Misal k tawar par, 5 standard lots 5 × 10 = 50 oil barrel jab k 5 mini lot 5 × 1 = 5 oil barrel hongay.