Trading plannes in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading plannes in forex trading?
    Introduction:

    Aslamulikum Umeed karta hu Sub thek ho gaye Or hariyaat sy ho gaye jaisa k hum janta han k forex aik bhot he bara bussiness hn hum iss main mehnaat kar k aik kamiyaab trader ban sagta han or iss main Success pah sagta han Humain chaiye k hum iss main learning karye tabhi hum iss main earning kar sagta hain or iss main agye bar sagta hain or success pah sagta hain humain zada sy zada Focus apni learning per karna chaiye tabhi hum agye bar sagta hain or kamiyaab trader ban sagta hain.Bhot sy log iss bussiness ko join karta hain iss main agye barna k khoish karna hain par har aik insaan iss main kamiyaab nahi ho sagta hn iss main kamiyaab hona k liya insaan ko mehnaat karni parti han Knowledge or experince ko gain karna parta hain tabhi iss main agye bar sagta hain lakin har aik insaan iss main yeh cheza nahi kar sagta.



    Trading Planes:

    Kisy be kam ki kamiyaabi kah daromahdar uski batein mansoobabndi per hota hn.kk yeh kam Q kab or kisa kiya jaye ga.Forex trading main iss ki ahmiyaat or be bar jati hn.Trading plane main sub sy phlye apka pas koi Streategy honni chaiye Demo account main ap ko different Streategy azmata hn.For Example “ Moving Average Cross Over,Price Action Bollinger Bands yeh koi or.Ahaar ap kisy nahteeja per pounchta hn k kn se Streategy ap k liya better hn joh be apko suit karti hn or joh time frame apko suit karta han.Risk management main kitna per cent suit karta han kab trade main inter hona hn or kab nikalna han.inn sub ko likha chaiye or inn per amaak karna chiaye Fore trading main araam descipline hona bhot he zada zaroori han badkismaati sy traders ki aksaariyat iss sy ahaam mahzoo ki teraf tawajo nahi dahti jis ki waja sy lagtar nuqsaan kah samna karna parta hain.




اب آن لائن

Working...
X