An overview and guide, weekly time frame.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    An overview and guide, weekly time frame.
    INTRODUCTION:


    Aslaam o Alaikum!

    Dear forum members!
    forex market main trading karnay k liye time frame aik makhsoos time k liye trading ko short term aur long term ki trading k liye use kia jata hai. Market chart ko ham daily basic pay m1 ,m5, m15, m30,h1, h4, d1,aur isk sath ham isay mazeed month tak k time period main use kartay hwuay market main trades ko open aur closed kar skatay hain. Traders k liye yeh ziada best hota hai k wo market main trade start kartay hwuay wo aik baad all time frame k sath price ko check kartay hwuay trade open karain jis say market main entry k liye best tareeka aur solution hasil hota hai aur usk sath sath traders market main loss aur bay tukki trades ko open karnay say bhi bach jata hai. Forex trading main trades ko open karnay say pehlay trade ka analysis karna bahut ziada lazmi aur zaruri hota hai jinko ham har aik time frame pat test kartay hwuay time frame ki he help say isay asaan bana kar market main entr hona chaye jisk liye time frames ko bahut ziada aehmiat hasil hai.




    How to Use Weekly Time Frame:



    Dear friends!
    mairay experience k hisaab say agar ham weekly time frame k sath market main trades ko open karna chahtay hain to ham chand aik kuch rules ko follow karna hoga jo k maine darj zail main share kiye hain:

    1. Agar ham market k previous 3 say 6 month tak ka jaiza laitay hain k market kis trend main movement karty rahi hai ya range main thi tab hamain weekly time frame main trades ko open karna chaye.
    2. Agar apk analysis k mutabik market k chart pay koi weekly base pay breakout hota hai tab apko weekly time frame ka use kartay hwuay trades ko open karna best hoga.
    3. Weekly time frame ka use corrrect daikhnay k liye hamain small time frame say analysis karna chaye.
    4. Jab tak koi confirmation hasil nai hoty hai weekly chart pay trades ko open karna sab say barri foolish hai.


    Weekly Time Frame is an Effective in Forex Trading:


    Dear!
    forex market main trading kartay hwuay koi bhi traders market main techiques ko smajhnay k baghair acha profit hasil nai kar sakta hai jisk liye zaruri hai k traders apnay knowledge k hisaab say market ko samjhay agar wo long term ki trade say acha faida hasil karnay main kamyab ho sakta hai to tab usk liye weekly time frame better hai aur agar uska capital usko is baat ki allow nai karta hai k wo amrket main long term ki trades say apnay long aur big stop loss ko afford nai kar sakta hai to tab usk liye weekly time frame main trading karna kisi barray risk aur loss say kam nai hai jisk liye phir best yahi hai k wo market main weekly time frame k sath bilkul trades ko open na karay.


    Click image for larger version

Name:	WEEKLY1.png
Views:	1
Size:	172.9 کلوبائٹ
ID:	12500515

    Shukrya.

اب آن لائن

Working...
X