Introduction about falling wadge formation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Introduction about falling wadge formation
    Assalamualikum,

    Hi members aj ham bat karein ga fallignwedge ka bara ma falling wedge chart pattern ka hi ek roop ha ,dosto falling wedge chart ma necha ki taraf barhta hue keela ki tarah ikahey deta ha is lie isa falling wedge kahta hain ,falling wedge mandi ka trend ma ana wala bullish reversal cahrt pattern ha matlab ka bazar ma mandi ka tredn khatam hona wala ha or tezi ka tredn shuru hona wala ha .

    What is the falling Wedge formation :

    Dosto chart ma ham dekhte hai bazar ma lamba mandi ka tredn chal raha ha ,or falling wedge ka banana ma yaha zaruri ha pichla trend downtrend ho ,yaha downtredn necha ki taraf barhta hue ek support bananta ha or upar ki taraf jata ha lakin mandi ka trend ko barkarar rakhta hue ps ma hi ek resistance bana lata ha or wahi par ruk jati ha is tarah sa pahla support or pahla resitance banta ha or iska bad price fir sa necha ajata ha or pahla support ka necha chala jata ha or waha par dusra dupport la kar upar ajata ha ab price wapis s upar ki taraf dusra resistaenc banata ha or wahi par ruk jata hha kuch wakt k lie ,lakin yha pahla resitance dusra resis tacne ki tulna ma lower hota ha ,dosto ab chart ma do resistance do support ban chuka ha to hamain resistance ka high ko touch karta hue ek trend line khenchna hogi is trend line ko (resistance line) kahta hain or iska bad dusra support ko touch karta hue dusri trend lien khenchna hogi isko (support line) kahta hain ,falling wedge chart pattern ma kam sa kam do support or resistance ka hona lazmi ha or agar do sa zyda ho to bohat achi bat hogi isma ek bat ka dikhan rakha resistance wali line ka slope necha ki taraf hota ha or support ki nisbat jis sa ya ek point a ka crossover kar jati hain is pattern ma asa ni hona chaye ka dono line ek dusra ka parallel chalti rahein ,agar ya crossover na karein to isko sahi ni mana jaye ga ,or dusri dihan rakhan wali yaha ha har support or resistance pichla wala sa lower hona chaye jab price resitance line ko break kar ka upar ana lagta ha tab volume barhna laga to samjhna chaye ya mazbut tezi ki nishani hai.

    Trading Chart Patterns :

    Pyare Dosto agar ap falling wedge ko intraday ma dekh raha hain to isma kam sa kam 7-8 candle ka farak hona zaruri ha ,short term ka lie kam sa kam do support or resistacne ka bech ma 3-4 hafto ka gap hona zaruri ha ,medium term ka lie kam sa kam 3-4 mahino ka gap hoa lazmi ha or long term ka liekam sa kam 7-8 mahino gap hona lazmi ha .



    Trading on Buying With falling Wedge Chart Pattern :

    Members agr apko chart ma falling wedge pattern dikahye da rha ha to to apko yaha kahridi karna ka lie jo do support hain resistance ka high ko touch karta hue ek trend line khenchna hogi is trend line ko (resistance line) kahta hain or iska bad dusra support ko touch karta hue dusri trend lien khenchna hogi isko (support line) kahta hain ,falling wedge chart pattern ma kam sa kam do support or resistance ka hona lazmi ha or agar do sa zyda ho to bohat achi bat hogi isma ek bat ka dikhan rakha resistance wali line ka slope necha ki taraf hota ha or support ki nisbat jis sa ya ek point a ka crossover kar jati hain is pattern ma asa ni hona chaye ka dono line ek dusra ka parallel chalti rahein ,agar ya crossover na karein to isko sahi ni mana jaye ga.





اب آن لائن

Working...
X