Trading Karne se pahle ki requirement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Karne se pahle ki requirement
    jaise k ham sab jante hain k trading aik bohat hi profitable business hai lekin ye bat be such hai k ham is business me tab tak successful nahi ho sakte hain jab tak ham trading ko proper toor par smjh na len ku k ye aik risky business hai our is main loss k chances zyada hote hai agr ham baagir trading ko seekhy samjhe is main enter ho jaye is liye trading karne se pehly kuch chizen hamre liye bohat zaroori hai chand options niche diye gaye hain

    Click image for larger version

Name:	Blog-21.png
Views:	2
Size:	184.1 کلوبائٹ
ID:	12500399

    Planing :

    trading business main kam karne se pehly aap ko sab se pehly planing ki zaroorat hai agar aap ache planner hai to aap achi earning kar sakte hain jesy k kisi bhi business main kamyabi ka inhasaar achi planing par hota hai agar ham achi planing karen our trading ko achi strategy k sat karen our market mi samajh kar entry karen to ham acha profit hasil kar sakte hain

    knowledge & experience :

    trading market main inter hone se pehly aap ko acchy trading knowledge our experience ki zaroorat ho gi agr aap k pass acha trading knowlekdge hai to hi aap is business main kamyaab ho sakte hai agar aap is business k bare me research karen to aap ko maloom ho jaye ga k knowledge and experience such main bohat zyada zaroori hai ku k daily 70% se zyada traders is wjah se fail ho jate hai k un k pass acha trading knowledge our experience nhi hota hai is liye sab se pehly trading ko seekho our phir hi trader karo

    Click image for larger version

Name:	page_1.jpg
Views:	2
Size:	141.1 کلوبائٹ
ID:	12500400

    Analysis of market :

    trading business main kamyab wohi insaan ho sakta hai jo trade lagane se pehly market ko properly analyse kare us ki position ko samjhy our any wali tabdeeli ko b note kare chahy us k lie koi b tarika use kare technical fundamental , ya just sentimental analysis kare lekin market ko samjh kar us pr trade karna hi best hai warna blind trading aap ko hamesha nuksan hi de g so analyse par zayda tawajah ki zaroorat hai

    Demo practice :

    koi b order lgane se pehly aap k paas trading ka demo experience hona bohat zarori hai ku k ham direct trading nhi kar sakte jab tak hamare pass trading platform k bare information na ho g our demo trading platform hamare experience me izafe k sat sat hame trading platform ko use karna bhi btata hai is liye daily base nar demo account par practice kia karen

    Click image for larger version

Name:	Steps-to-a-Profitable-Trading-Plan.png
Views:	1
Size:	218.0 کلوبائٹ
ID:	12500401

    Few steps to remember before trading

    1- hamain trading krny sy phly proper planning krni cheye k ham apni trade ko ksy execute krain gy...
    2- aapke pas proper experience hona chahiye trading ka.
    3- apko forex me trading ka acha knowledge hona chahiye. Apko forex ki Tamam techniques aur toold ka pata hona chahiye..
    4- apko market ko proper follow karna chahiye. Market k bary me new and trends ko proper dekhna Chahiye .
    5- trading start krny sy phly analysis bht zaroori cheez hai jiski hamain kabhi Nazar andaz ni krna chahiye.
    6-. Aap Ko tamam techniques and strategies ka pata hona chahiye .
    7- apko situation ko face karna Ana chahiye..
    8- forex k rules and regulations ko zaroor follow KARna chahiye. And Sab sy phly inky bary me pata hona cheye

اب آن لائن

Working...
X