Zig zag trading indicator in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zig zag trading indicator in Forex
    Zig Zag trading indicator trading kay ley aik basic tool hey jes ka estamal kese assert mein tradin kay ley reversal tool hey jab basic support r resistance analysis ka estamal kea jata hey to yeh es baat ko bhe indicate karnay mein adad kar sakta hey keh market trend tabdeel kar rehe hey ya on mein say kese aik ke pehlay tarkeeb de gai ya levels ko kaat rehe hey es say bhut saree shoor wale condition ko end karnay meinmadad melte hey j keh aam tor par kese trend ko pay jatay hein or es step ke overall direction ko indicate karnay mein madad melte hey
    indicator price movement ko aik specific percentage ko estamal kar kay osay pora karta hey es mein kai kesam kay nazreaat hein jen par aap ko estamal karna chihay or yeh individual trader par depend karta hey ger trend X percent say tabdeel ni ho raha hey to trend belkul bhe nahe badllay ga yeh wazah rahay default sitting 5% hey

    Adding ZigZag indicator Metatrader

    Metatrader mein Zig Zag indicator shamell karna entahai asaan hey jaisa he indicator ka pehlay he platform bana ja choka hey tamam trader ko bas insert par click karnay ke zaroorat hote hey menu ke taraf down ke taraf draw karen or phir aglay zaile menu mein custom par jain or phir serf Zig Zag indicator par click karen

    es mokay par aik dialog box indicate ho ga jo trader ko mamoll kay motabaik rang mein paera meter mein tabdel karnay ke ejazat dayta hey humaray input tab par attention daynay kay ley important cheez hey ager price 5% down hote hey to zigzag line ko down hota dekhai dayta hey jo keh es bat nomaindge karta hey keh trend hakekaat mein tabdel ho geya hey

    Reading ZigZag indicator;

    Zigzag indicatr ko read karna assan hey yeh assani say dekhata hey keh trend ups ja raha hey ya down ja raha hey lahza price mein ezafa es bat ko indicate karta hey keh market up trend mein hey es kay opposite market trend down ke taraf jain to yeh es bat ko yakeene banta hey keh market trend negative hey
    or yeh market ke overall condition ko indicate karta hey indicator chart par lines ke direction ko indicate karta hey ta hum aap ko aik basic filter farahm karta hey keh aap ko kes direction mein trade karne chihay

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	28
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12500331

    nechay dey gay cart par es bat ko indicate karen keh zigzag indicator banay gay hein yeh aap ko support r resistance ke mumkana zones ko dekhata hey jes mein market interest lagte hey aisa karnay say yeh future mein janay wale kese paishan goi karnay walla element hey kun keh aap ko es area mein kai kesam ke tabdele ke zigzag nazar atte hey yeh aap ko dekhata hey keh price ko reject karna ketna strong hey

Name:	Zigzag-Indicator-image-4.jpg
Views:	2
Size:	75.5 کلوبائٹ
ID:	12500330

اب آن لائن

Working...
X