Trading Strategy which gives Profit
Strategy aesi planning hoti hai jo hamain trading main success provide kerti hai forex market main trade kerny ky liay ham jo trading ki planning kerty hain usko trading strategy kehty hain lekin same strategy successful kesy ho sakti hai isky liay hamain bahot sary factors ko mind main rakhna hota hai tab trade open aur continue ki jati hai jesy koi bhi trading strategy apply kerny sy pehly market ky achy analysis kerna jin main technical aur fundamental analysis shamil hain then hamain market ky trend ko find kerna hota hai ky market main current trend kia chal raha hai market ki range ko measure kerna hota hai ky as per trend market maximum ya minimum range per tou nehi ponch chuki ky wahan sy reversal ky chances zyada hoty hain tou jab ham in tamam factors ko mind main rakh ker trading ko plan kerty hain tou hamari tradin strategy successful hoti hai jis ko ham apply ker ky acha profit hasil ker sakty hain
Short Term or Scalping Trading Strategy
Jahan bahot sary trading strategies use ker ky traders profit hasil kerty hain wahan successful trading strategies main scalping trading bahot important trading strategy hai lekin isky liay active mind ky sath forex market main short time period ky liay trade open aur jab kuch profit main jati hai tou close kerna hoti hai ky short time ky liay open ki jany wali trade ko short time main hi market ki movement ky mutabiq open aur close kerna hota hai aur isi terha ham market main bar bar trade open aur close kerty rehty hain aur hamara over all profit achi amount main ban jata hai so agar hamary trading account main balance small amount main hai tou hamain scalping trading strategy use kerny per bahot acha profit hasil ho sakta hai kyun ky agar small balance per ham long term trading kerty hain tou market ki big movement hamary small balance ko bahot kam time main wash ker sakti hai lekin small profit ya small loss main hi trade ko close ker ky next trade ki planning ki ja sakti hai
Hedging Strategy for Low Risk Trading
Jab ham forex market main low risk trading kerna chahty hain tou ham hedging trading strategy ko prefer kerty hain hedging trading strategy best trading strategy hai jis main loss ky chances bahot kam hoty hain ky jab market support ya resistance ky darmian movement ker rehi hoti hai tou both sell aur buy main trade open ker li jati hai aur jab market support ya resistance tak ponch jati hai tou wahan per profit wali trade ko close ker ky loss wali ko us waqat tak continue kia jata hai jab tak loss khatam nehi ho jata tou aesi trading main jab ham aik trade profit main close ker chuky hoty hain tou dusri trade main loss kam decrease hona bhi hamary liay profit hota hai ky jesy jesy loss decrease hota hai hamari equity increase hoty chali jati hai so ham jitny profit main trade ko close kerna chahain ker sakty hain hedging trading main aesa nehi hota ky market hamari open trade ky against movement kerna shoru ker dy aur hamain trading main loss hona shoru ho jaey agar aik trade main loss ho raha hota hai tou dusri main profit ho raha hota hai ky support ya resistance per market ky ponchny per ham profit wali trade ko close kerty hain aur jab tak loss wali profit main nehi jati trade continue rakhty hain
Swing Trading Strategy for Successful Trading
Swing trading strategy aesi strategy hain jis per ham bahot achi trading ker sakty hain agar hamary trading account main balance achi amount main hai tab hamain scalping ki zarurat nehi hai hamain market main swing trading strategy per trade kerni chahiay ky jab market apni maximum ya minimum range per ponch chuki hoti hai tou wahan per hamain reverse order main trade open kerny per bahot jald profit hasil hona shoru ho jata hai lekin agar ham market ki maximum aur minimum ranges ky darmian main swing trading continue kerty hain tou aesy main hamain long time tak profit ka wait kerna perh sakta hai so swing trading ky liay best time wohi hota hai ky jab market maximum ya minimum range per ho aur ham reverse order main trade open ker lain swing trading main hamesha profit hi hota hai kyun ky market to dono directions main movement kerti hai lekin profit ky liay long time wiat kerna perh sakta hai lekin aesi trading main hamain profit zarur hasil hota hai